Showing posts with label Dard Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dard Shayari. Show all posts

Thursday, 26 November 2015

Sad Dard Shayari in Hindi Language

हालात ने तोड़ दिया हमें कच्चे धागे की तरह,
वरना हमारे वादे भी कभी ज़ंजीर हुआ करते थे।

Tuesday, 17 November 2015

Jisne Dard hi Dard Diya hai shayari

Dil Karta Hai Aag Laga Doon Is Zamaane Ko, Jisne Dard Hi Dard Diya Har Diwaane Ko, Har Pal Zakham Khaya Hai Dil Ne Mere, Ab Kya Rah Gaya Aur Aajmaane Ko….

Wednesday, 3 December 2014

Pyar Ka Sabak Shayari in Hindi | Pyar Mein Aansoo Shayari in Hindi

Pyar Ka Sabak Shayari in Hindi | Pyar Mein Aansoo Shayari in Hindi
Humein Zindagi Bohat Kuchh Sikhati Hai
Zindagi Kabhi Rulaati Hai Kabhi Hansaati Hai
Kisi Pe Bhi Khud Se Jyada Vishwaas Mat Karna
Parchhayi Andhere Mein Hi Sath Chhod Jati Hai!

Sad Judai Shayari SMS in Hindi | Tanhai Shayari SMS in Hindi

Tere Jaane Ke Baad Sad Judai Shayari SMS in Hindi | Tanhai Shayari SMS in Hindi
Jubaan Khamosh Ho Gayi Hai Tere Jaane Ke Baad
Neende Rooth Gayi Hain Aankhon Se Tere Jaane Ke Baad
Zindagi Kat Rahi Hai Jag Je Tere Jaane Ke Baad
Khwaab Sab Dhul Gaye Hai Tere Jaane Ke Baad!

Kaanch Sa Dil Sad Shayari SMS Hindi | Bewafai Shayari Hindi

Kaanch Sa Dil Sad Shayari SMS Hindi | Bewafai Shayari Hindi
Kaanch Sa Yeh Dil Mera Toot Raha Tha
Aapko Dhoondhte Nahi Toh Karte Kya?
Aap Se Bichhadne Ka Ahsaas Hua Jab
Hum Apni Aankhein Nam Na Karte Toh Karte Kya?

Pyar Mein Thokar Shyari in Hindi | Dard Bhara Hindi SMS

Pyar Mein Thokar Shyari in Hindi | Dard Bhara Hindi SMS
Khoon Lagta Hai Rishtey Banaane Mein
Pyar Karne Mein Aur Doob Jaane Mein
Pyar Ko Bana Diya Khel Tumne
Taras Bhi Nahi Aaya Thokar Lagaane Mein!

Wednesday, 26 November 2014

Dard Bhara Hindi SMS & Shayari | Pyar Mein Thokar Shyari in Hindi

Pyar Mein Thokar Shyari in Hindi | Dard Bhara Hindi SMS
Khoon Lagta Hai Rishtey Banaane Mein
Pyar Karne Mein Aur Doob Jaane Mein
Pyar Ko Bana Diya Khel Tumne
Taras Bhi Nahi Aaya Thokar Lagaane Mein!

Dil Ki Awaz Shayari in Hindi | Dard Bhari Yaad Shayari in Hindi

Dil Ki Awaz Shayari in Hindi | Dard Bhari Yaad Shayari in Hindi
Chalti Hai Kalam Toh Dil Ki Awaaz Likhta Hu
Bewafai Aur Judai Ka Andaaz Likhta Hu
Aankhon Se Nahi Rukte Ansoo Yeh Kabhi
Jab Teri Yaad Mein Kuchh Alfaaz Likhta Hu

Sad Shayari in Hindi | Dard Bhari Sad Shayari in Hindi

Kaanto Ki Chubhan Sad Shayari in Hindi | Dard Bhari Sad Shayari in Hindi

Gulaabo Se Kyon Dosti Karte Ho
Gulaab Toh Murjha Jaate Hain
Karni Hai Dosti Toh Kaanto Se Karo
Jo Chubhte Hain Tabhi Toh Yaad Aate Hain!

Sunday, 2 November 2014

Sad Long Shayari in Hindi | Toot kar mohabbat ki hai

 Sad Long Shayari in Hindi

 Mene kab dard k zakhmo se shikayat ki hai..
 Haan mera jurm hai k maine mohabat ki hai
Aaj fir dekha h use mehfil me pathar bankar
Mene aankho se nahi dil se baghawat ki hai
Usko bhool jane ki galti bhi nahi kar sakta..
Toot kar ki h toh sirf usi se mohabbat ki hai

 

Wednesday, 24 September 2014

Sad Love Shayari For GirlFriend Very Sweet & Beautiful

Very Sweet & Beautiful Sad Love Shayari For GirlFriend

Zubaan khamosh ankhon me nami hogi
Yahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko toh har zakham bhar jayega
Kese bharegi wo jagah jaha teri kami hog

Dard Bhari Sad Lines on Aankhe | Tears Sms

Dard Bhari Sad Lines on Aankhe | Tears Sms

 

Uske liye saari duniya se bagawat ki thi
Yaad aata hai maine bhi mohabbat ki thi
Usko chhod ke haste huye ghar aakar,
Itna roye the ki aankho ne b shikayat ki thi

Tuesday, 27 May 2014

Dard Bhari Shayari

Dil Me Tamannaon Ko Dabana Seekh Liya,
Gam Ko Ankhon Me Chhipana Seekh Liya,
Mere Chahere Se Kahin Koi Baat Zaahir Na Ho.
Daba Ke Hoto Ko Hamne Muskrana Seekh Liya…!!

Dukh o Dard Shayari

Koi Ro Ke Dil Bahlata Hai,
Koi Has Kar Dard Chhupata Hai,
Kya Karamaat Hai Kudrat Ka,
Zinda Insaan Paani Me Dub Jaata Hai,
Or Murda Lair Ke Dikhata Hai..!!!!

Dard Shayari in Hindi

Har Baal Ka Koi Jawab Nahi Hota
Har Ishg Ka Naam Kharab Nahi Hota
Yuh To Joom Lete Hai Nashe Me Pine Wale
Magar Hal Nasho Ka Naam Sirf Sharaab Nahi !!!!!

Sad Dukhi Shayari

Muddat Se HUME Jin Kiaas Thi.
Wo Mile PAR Kuch Yun Mile.. AE DOST..
Hum Nazar Utha-UTHA Kar Tadap Gaye .
Aur Wo To Nazar Jhuka Kar Guzar Gaye ...!!!!

Saturday, 5 April 2014

Palakon Pe Ansoo Shayari SMS in Hindi Font | Dard Bhara SMS in Hindi Fonts

Palakon Pe Ansoo Shayari SMS in Hindi Font
 Dard Bhara SMS in Hindi Fonts

पलकों पे आंसू न लाया कीजिये
दिल की बातें हर किसी को न बताया कीजिये
मुठी में नमक लिए फिरते हैं यह लोग
अपने ज़ख़्म हर किसी को न दिखाया कीजिये !

Wednesday, 25 December 2013

Dard Shayari

Gheele kaghaz ki tarah hai zindagi apni
Koi jalata bhi nahi koi bahata bhi nahi
Is kadar akele hain dil ki rahon mei
Koi satata bhi nahi , Koi manata bhi nahi!