Showing posts with label Two Lines Shayari. Show all posts

Sunday, 4 January 2015

Two Liner Sher O Shayari in Hindi

Two Liner Shayari on Zindagi
Aahista chal zindagi, abhi kai karz chukana baaki hai.
Kuch dard mitana baaki hai, kuch farz nibhana baaki hai…..

Jane de maikhane se ab kab tak piyunga..
Tune to kasam kha rakhi hai dil se na nikalne ki..

हक़ से दे तो तेरी “नफरत” भी सर आँखों पर…
खैरात में तो तेरी “मोहब्बत” भी मंजूर नहीं…!

Two Line Love Shayari For WhatsApp Status

Two Line Love #Shayari For WhatsApp Status
1. Meri Aankhen Bhi Mujhse Ek Din Yeh Keh Dengi
Khwab Uske Na Dekha Karo Hum Se Ab Roya Nahi Jata..
2. Kitna Dilchasp Hai Izhar e Mohabbat UsKa
Apni Tasveer Saja Di Meri Tasveer Ke Sath..
3. Qurbaan Jaun Us Shaks Ke Haathon Ki Lakiro Par..
Jisne Tujhe Maanga Bhi Nhi Or Apna Bana Liya…

Two Line Lovely WhatsApp Status Shayari

Two Line Lovely #WhatsApp #Status #Shayari
1. Abhi taaza hai bohat ghav tere bichar jane ka,
gher leti hai teri yaad sar-e-shaam aaj bhi.

2. Mery jism se us ki khushbu aaj bhi aati hai
maine fursat main kabhi dil se gale lagaya tha use…!!!

3. Junoon-e-Ishq Tha To Kat Jati Thi Raat Baton Mein,
Saza-e-Ishq Hai To Ik Lamha Bhi Hai Sadiyon jaisa….!!!

4. kaise ajab log hain mujhe chahne wale?
meri hi neendein chheen kar sar-e-shaam so jate hain..

5. Wo subah hote hi mujhse ladne aa jati hai roz….
Ki tum kaun hote ho mere khwabon mein aane wale…

Monday, 29 December 2014

Best Two Line Shayari In Hindi Font

1) किसी ने आँख भी खोली तो सोने की नगरी में,
    किसी को घर बनाने में ज़माने बीत जाते हैं.

2) एक कमरे में जिसका पूरा घर समाया है
    वक़्त ने शायद उसे खूब आजमाया है

Two Line Shayari In Hindi Font | 2 Line Shayari

Luta ke har cheez manzil-e-ishq ki raah mein,
Main has pada hoon aaj khud ko barbaad dekh ke.

Two Line Mohabbat Shayari
 Bichad Ke Bhi Wo Roj Milti Hai Mujhe Khawabo Mein,
Ye Neend Bhi Na Hoti, To Kab Ke Mar Gaye Hote.

Two Line Hindi Shayari
 Such hi kaha tha kisi ne khud pe bharose ka hooner sikh lo,
Mohabbat jitni bhi sachi ho sath chod hi jaati hai.

Mohabbat bhari Shayari
 tere pyar ki hifajat kuch is tarah se ki hamne,
jab bhi kabhi kisi ne pyar se dekha to najare juka li hamne.

Best 2 Lines Shayari Collection In Hindi

Best 2 Lines Sad Shayari Collection In Hindi

1. Har Waqt Rulata Hai Had Se Zyada Wo,
   Hum Sapne Mein Bhi Jisko Rone Nahi Dete….!!

2. Mere Dil Ka Smandar Aaj Bda Khamosh Sa Hai...
   Lagta Hai Aaj Raat Uski Yaado Ka Toofan Aayega...

3.  Mai Phir Se Tootne Ko Taiyar Ho Jau...
    Bas Wo Aakar Jo Kahde Phir Se Ek Baar Khud Ko Barbad Karne Do...

4.  Aisa Kon Aaya Hai Teri Zindagi Mein "AY-JAANA'N"
    Jo Tujhe Meri Yaad Ka Moqaa Bhi Nahin Deta...!!

5.  Mohabbat Ke Ye Jo Pal Tumhe Lagte Hai Sukun Ke...
    Bichhadne Ke Baad Yahi Tumhara Sakun Chhin Lenge...

6.  Jiska Tum Puchte Ho Wo Mar Gaya FARAZ,
   Usko Kisi Ki Yaad Ne Zinda Jala Diya....???

7.  Usse Khone Ka Dukh To Bohat Hai Lekin,
    Hum Usse Pane Ke Asbab Kaha'n Se Laate ____??

8.  Dar Lagta Hai In Neendo Se Jo Unke Haseen Khwab Dikhati Hai...
    Kahi Ye Dil Hamesha Ke Liye Sone Ki Zid Na Karde...

9.  Main Us Ka Hoon ,Ye Raaz Tu Wo Jan Gaya Hai Faraz...!!
    Wo Kis Ka Hai Ye Sawal Mujhe Sonay Nahin Deta...!

10. Tu Is Kadar Se Chaai Hai Meri Zindagi Ke Hisso Me...
    Ke Meri Sanso Ki Ginti Se Jyada Meri Zuban Par Tera Naam Aata Hai...

11. Zikr Us Ka Hi Sahi Bazm Mein Betho To Faraz,
    Dard Kaisa Hi Uthay Haath Na Dil Pe Rakhnaa..

12. Mai Har Ek Se Kahta Firta Hu Tujhe Bhool Chuka Hu Mai...
     Magar Khud Se Puchhta Hu Ke Agar Bhul Gya Hu Use To Kio Uska Naam Leta Firta Hu Sabke Samne...
 
13. Kitna Mushkil Tha Us Ko Hamesha Ke Liye Khuda Hafiz Khena...
     Kaash Us Waqt Hum Be-Zaban Hote_______________!!!!!!

14. Bohat Khafaa They Ke Lehja Badal Gaya Mera,
     Un Hi Ke Lehje Mein Un Se Jab Baat Ki Main Ne ____!!

15. Sochta Hu Mai Desh Ke Liye Shaheed Ho Jau...
     Is Se Pahle Ke Tanhai Mujhe Gumnami Ki Mout De...

16. Shayed Usse Azeez Theen ........ Meri Udasiyan
     Jaane Laga To Gham Bhi Mere Naam Kar Gaya.___!!

17. Ajata Hai Khud Kheench Kar Dil Seene Se Patrri Per,
     Jab Yaad Ki Sarhad Se Ek Rail Guzarti Hai,...........!!!!

18. Gham-E-Ishq Ka Maara Hun Mujhe Na Chairo "AY-DOST"
    Zubaan Khule Gi To Lafzon Se Lahoo Tapke Ga ___!!

19. Zindagi Jis Ka Naam Bara Suna Hai Hum Ne,
    Ek Kamzor Si Hich'ki Ke Sewa Kuch Bhi Nahi __!!

20. Jane Aisi Bhi Kia Dil Lagi Thi Tum Se,
    Main Ne Aakhri Khwahish Mein Bhi Tumhari
    Mohabbat Mangi….!!

21. Lamha Bhar Apna Hawaon Ko Banane Waala
    Ab Na Aaye Ga Palat Kar Kabhi Jaane Waala ____!!

22. Nahin Hai Kuch Bhi Mere Ikhteyar Mein,
    Wo Shaks Mujh Se Bhulaya Nahni Jata ____!!

23. Maqam-E-Mohabbat Tum Ne Samjha Hi Nahin
    Jahan Tak Tera Saath Wahin Tak Meri Zindagi ____!!

24. Bohat Hi Yaad Aata Hai Mere Dil Ko Tarpaata Hai
    Woh Tera Paas Na Hona Bohat Mujh Ko Rulaata Hai....!!

25. Udaas Raatain Aur Mera Arooj-E-Tanhai To Dekho,
    Ke Mujhe Phir Tum, Eik Tum, Bas Tum Yaad Aa Rahe Ho __!!

26. Kismat Ki Ek Baat Soch Kar Mai Har Gum Sah Leta Hu...
    Jab Isne Mujhse Har Ek Ko Dur Kar Diya To Ek Din In Gumo Ko Bhi Dur Kar Hi Degi...

27. Humari Istiqamat Se To Ye Diniya Bhi Waqif Hai "DOST"
    Na Hum Ne Manzilen Badlien, Na Hum Se Yaar Badle Hein ____!!

28. Jisam Ki Dararo'n Se Rooh Nazar Aane Lagi,
    Bohat Andar Tak Tor Gaya Mujhe Ishq Tera __!!

29. Namak Hath Mein Le Kar Sitamgar Soochte Kiun Ho ?
    Hazaro'n Zakham Hein Dil Par Jaha'n Chaho Chirak Daalo ___!!

30. Kaash Ke Bachpan Mein Hi Tujhe Maang Lete
    Har Cheez Mil Jaati Thi Do Aansoo Bahane Se ____!!

31. Kisiki Yaad Ne Zakhmoo'n Se Bhar Dia Seena.
    Har Aik Saans Pe Shak Hai K Aakhri Ho Gee.!!

32. Unhen Bewafa Jo Kahu'n To Toheen Hai Wafa Ki,
    Wo Wafa Nibha To Rahe Hain,,,
    Kabhi Idhar,,,
    Kabhi Udhar,,,

33. Usse Kaho Ke Meri Mohabbat Ko Is Tarah Na Azamaye,
    Ke Uski Aankhe Hi Taras Jayen Mujhe Dekhne Ke Liye...!!

34. Wo Kab Ka Bhool Chuka Ho Ga Payar Ka Qissa,
    "AY-DIL"
    Bichar Kar Kab Kisi Ko Kisi Ka Khayal Rehta Hai ____!!

35. In Ko "Nasir" Na Kabhi Aankh Se Girne Dena,
    Un Ko Lagte Hein Meri Aankh Mein Pyare Aansoo ____!!

36. Her Sham Yeh Sawal Ke Mohabbat Se Kia Mila?
    Her Sham Yeh Jawab Ke Her Sham Ro Pare...!!

37. Kabhi Mille Fursat To Itna Zaroor Batana,, "AY-JAANA'N"
    Wo Kon Si Mohabbat Thi Jo Hum Tumhein Na De Sake ___!!

38. Mohabbat Naam Hai Jiska _____?? Wo Aisi Qaid Hai,
    Ke Umrein Beet Jati Hain Lekin Sazaa Poori Nahi Hoti ____!!

39. Bas Yehi Soch Ker Tujhse Mohabbat Kerta Hoon Mein Faraz,
    Mera To Koi Nahi Hai Magr Tera TU Koi Ho!!

40. Humaray Baad Nahin Ay Ga Tumhain Chahat Ka Asa Maza Faraz..?
    Tum Logon Se Kehtay Phiroo Gay Mujhe Chahao Us Ki Tarah...!

41. Nahi Chor Sakte Hum Dosron Ke Hath Mein Tum Ko
    Wapis Lot Aa0 Na Ke,,,,,,Hum Abi Tak Tumhare Hain ___!!

42. Uffffff.... Meri Wafa Ki Bad'Kismati To Dekho AY-DOSTO"
    Wo Dosro'n Ki Baho'n Mein Ho Kar ....
    Mujh Se Hamesha Khush Rehne Ko Kehta Hai _______!!

43. Bhala Hathon Ki Lakeerain Bhi Mit?Ti Hain Faraz
    Kitna Pagal Hai Mera Naam Mitanay Wala...

44. Main Agar Toot Bhi Jaaon To Aayina Hoon,
    Tum Mere Baad Bhi Har Roz Sanwartey Rehna..

45. Tera Na Ho Saka To Mar Jaon Ga,
    Kitna Khobsurat Wo Jhoot Bolta Tha..

46. Be’laus Mohabbat Ke Siwaa Kuch Bhi Nahin,
    Chaahe To Meri Soch Ki Talaashi Le Lo..

47. Manzilon Ke Gham Mein Ronay Se Manzilein Nahin Milti,
    Hoslay Bhi Toot Jaatey Hain Aksar Udaas Rehney Se..

48. Uljhi Huyi Nigaahon Se Mujhe Dekhta Raha,
    Aayiney Mein Kharra Shakhs Pareshan Tha Bohat..

49. Aj Tu Mehfil-E-Yaraan Pe Hai Maghroor Bohat,
    Jab Kabhi Toot Ke Bikhre Ga To Yaad Aon Ga..

50. Tum Sath Ho To Muqaddar Pe Hai Hakoomat Apni,
    Bin Tere Zindagi Ki Aukaat Hi Kya Hai....

2 Line Shayari / SMS in Hindi Font

तेरी यादो के ये जखम मिले हमे !
के अभी स़भले ही थे की फिर गिर पडे

मोसम की तरह बदलते हें उस के वादे
उपर से ये ज़िद क तुम मुझ पे एतबार करो ..

हर पल उनका साथ निभाते रहे हम
एक इशारे पर दुनिया छोर जाते हम समंदर के बीच धोका किया उसने
वो कहते तो किनारे पर ही डूब जाते हम.

उसकी निगाहों में इतना असर था
खरीद ली उसने एक नज़र में ज़िन्दगी मेरी…

राज़ खोल देते हैं नाज़ुक से इशारे अक्सर,
कितनी खामोश मोहब्बत की जुबां होती है

Thursday, 4 December 2014

Sad Short Lines On Life | 2 Line Shayari in hindi

Zindagi mili bhi to kya mili, ban k Bewafa mili,
Itne to mere gunah na the, jitni muje saza mili

www.shayaricafe.com
#HindiShayari #Shayari #Poetry #UrduPoetry #Poem #Urdu #Poems
 #Sad #Lovepoetry #urdushayari #Shayari4lovers #PoetryBlogs
#Sadpoetry #UrduShairi #Romanticpoetry #Ghazal

Monday, 3 November 2014

51 Best 2 Lines Sad Shayari Collection In Hindi

 51 Best 2 Lines Sad Shayari Collection In Hindi

1. Har Waqt Rulata Hai Had Se Zyada Wo,
   Hum Sapne Mein Bhi Jisko Rone Nahi Dete….!!

2. Mere Dil Ka Smandar Aaj Bda Khamosh Sa Hai...
   Lagta Hai Aaj Raat Uski Yaado Ka Toofan Aayega...

3.  Mai Phir Se Tootne Ko Taiyar Ho Jau...
    Bas Wo Aakar Jo Kahde Phir Se Ek Baar Khud Ko Barbad Karne Do...

4.  Aisa Kon Aaya Hai Teri Zindagi Mein "AY-JAANA'N"
    Jo Tujhe Meri Yaad Ka Moqaa Bhi Nahin Deta...!!

5.  Mohabbat Ke Ye Jo Pal Tumhe Lagte Hai Sukun Ke...
    Bichhadne Ke Baad Yahi Tumhara Sakun Chhin Lenge...

6.  Jiska Tum Puchte Ho Wo Mar Gaya FARAZ,
   Usko Kisi Ki Yaad Ne Zinda Jala Diya....???

7.  Usse Khone Ka Dukh To Bohat Hai Lekin,
    Hum Usse Pane Ke Asbab Kaha'n Se Laate ____??

8.  Dar Lagta Hai In Neendo Se Jo Unke Haseen Khwab Dikhati Hai...
    Kahi Ye Dil Hamesha Ke Liye Sone Ki Zid Na Karde...

9.  Main Us Ka Hoon ,Ye Raaz Tu Wo Jan Gaya Hai Faraz...!!
    Wo Kis Ka Hai Ye Sawal Mujhe Sonay Nahin Deta...!

10. Tu Is Kadar Se Chaai Hai Meri Zindagi Ke Hisso Me...
    Ke Meri Sanso Ki Ginti Se Jyada Meri Zuban Par Tera Naam Aata Hai...

11. Zikr Us Ka Hi Sahi Bazm Mein Betho To Faraz,
    Dard Kaisa Hi Uthay Haath Na Dil Pe Rakhnaa..

12. Mai Har Ek Se Kahta Firta Hu Tujhe Bhool Chuka Hu Mai...
     Magar Khud Se Puchhta Hu Ke Agar Bhul Gya Hu Use To Kio Uska Naam Leta Firta Hu Sabke Samne...
 
13. Kitna Mushkil Tha Us Ko Hamesha Ke Liye Khuda Hafiz Khena...
     Kaash Us Waqt Hum Be-Zaban Hote_______________!!!!!!

14. Bohat Khafaa They Ke Lehja Badal Gaya Mera,
     Un Hi Ke Lehje Mein Un Se Jab Baat Ki Main Ne ____!!

15. Sochta Hu Mai Desh Ke Liye Shaheed Ho Jau...
     Is Se Pahle Ke Tanhai Mujhe Gumnami Ki Mout De...

16. Shayed Usse Azeez Theen ........ Meri Udasiyan
     Jaane Laga To Gham Bhi Mere Naam Kar Gaya.___!!

17. Ajata Hai Khud Kheench Kar Dil Seene Se Patrri Per,
     Jab Yaad Ki Sarhad Se Ek Rail Guzarti Hai,...........!!!!

18. Gham-E-Ishq Ka Maara Hun Mujhe Na Chairo "AY-DOST"
    Zubaan Khule Gi To Lafzon Se Lahoo Tapke Ga ___!!

19. Zindagi Jis Ka Naam Bara Suna Hai Hum Ne,
    Ek Kamzor Si Hich'ki Ke Sewa Kuch Bhi Nahi __!!

20. Jane Aisi Bhi Kia Dil Lagi Thi Tum Se,
    Main Ne Aakhri Khwahish Mein Bhi Tumhari
    Mohabbat Mangi….!!

21. Lamha Bhar Apna Hawaon Ko Banane Waala
    Ab Na Aaye Ga Palat Kar Kabhi Jaane Waala ____!!

22. Nahin Hai Kuch Bhi Mere Ikhteyar Mein,
    Wo Shaks Mujh Se Bhulaya Nahni Jata ____!!

23. Maqam-E-Mohabbat Tum Ne Samjha Hi Nahin
    Jahan Tak Tera Saath Wahin Tak Meri Zindagi ____!!

24. Bohat Hi Yaad Aata Hai Mere Dil Ko Tarpaata Hai
    Woh Tera Paas Na Hona Bohat Mujh Ko Rulaata Hai....!!

25. Udaas Raatain Aur Mera Arooj-E-Tanhai To Dekho,
    Ke Mujhe Phir Tum, Eik Tum, Bas Tum Yaad Aa Rahe Ho __!!

26. Kismat Ki Ek Baat Soch Kar Mai Har Gum Sah Leta Hu...
    Jab Isne Mujhse Har Ek Ko Dur Kar Diya To Ek Din In Gumo Ko Bhi Dur Kar Hi Degi...

27. Humari Istiqamat Se To Ye Diniya Bhi Waqif Hai "DOST"
    Na Hum Ne Manzilen Badlien, Na Hum Se Yaar Badle Hein ____!!

28. Jisam Ki Dararo'n Se Rooh Nazar Aane Lagi,
    Bohat Andar Tak Tor Gaya Mujhe Ishq Tera __!!

29. Namak Hath Mein Le Kar Sitamgar Soochte Kiun Ho ?
    Hazaro'n Zakham Hein Dil Par Jaha'n Chaho Chirak Daalo ___!!

30. Kaash Ke Bachpan Mein Hi Tujhe Maang Lete
    Har Cheez Mil Jaati Thi Do Aansoo Bahane Se ____!!

31. Kisiki Yaad Ne Zakhmoo'n Se Bhar Dia Seena.
    Har Aik Saans Pe Shak Hai K Aakhri Ho Gee.!!

32. Unhen Bewafa Jo Kahu'n To Toheen Hai Wafa Ki,
    Wo Wafa Nibha To Rahe Hain,,,
    Kabhi Idhar,,,
    Kabhi Udhar,,,

33. Usse Kaho Ke Meri Mohabbat Ko Is Tarah Na Azamaye,
    Ke Uski Aankhe Hi Taras Jayen Mujhe Dekhne Ke Liye...!!

34. Wo Kab Ka Bhool Chuka Ho Ga Payar Ka Qissa,
    "AY-DIL"
    Bichar Kar Kab Kisi Ko Kisi Ka Khayal Rehta Hai ____!!

35. In Ko "Nasir" Na Kabhi Aankh Se Girne Dena,
    Un Ko Lagte Hein Meri Aankh Mein Pyare Aansoo ____!!

36. Her Sham Yeh Sawal Ke Mohabbat Se Kia Mila?
    Her Sham Yeh Jawab Ke Her Sham Ro Pare...!!

37. Kabhi Mille Fursat To Itna Zaroor Batana,, "AY-JAANA'N"
    Wo Kon Si Mohabbat Thi Jo Hum Tumhein Na De Sake ___!!

38. Mohabbat Naam Hai Jiska _____?? Wo Aisi Qaid Hai,
    Ke Umrein Beet Jati Hain Lekin Sazaa Poori Nahi Hoti ____!!

39. Bas Yehi Soch Ker Tujhse Mohabbat Kerta Hoon Mein Faraz,
    Mera To Koi Nahi Hai Magr Tera TU Koi Ho!!

40. Humaray Baad Nahin Ay Ga Tumhain Chahat Ka Asa Maza Faraz..?
    Tum Logon Se Kehtay Phiroo Gay Mujhe Chahao Us Ki Tarah...!

41. Nahi Chor Sakte Hum Dosron Ke Hath Mein Tum Ko
    Wapis Lot Aa0 Na Ke,,,,,,Hum Abi Tak Tumhare Hain ___!!

42. Uffffff.... Meri Wafa Ki Bad'Kismati To Dekho AY-DOSTO"
    Wo Dosro'n Ki Baho'n Mein Ho Kar ....
    Mujh Se Hamesha Khush Rehne Ko Kehta Hai _______!!

43. Bhala Hathon Ki Lakeerain Bhi Mit?Ti Hain Faraz
    Kitna Pagal Hai Mera Naam Mitanay Wala...

44. Main Agar Toot Bhi Jaaon To Aayina Hoon,
    Tum Mere Baad Bhi Har Roz Sanwartey Rehna..

45. Tera Na Ho Saka To Mar Jaon Ga,
    Kitna Khobsurat Wo Jhoot Bolta Tha..

46. Be’laus Mohabbat Ke Siwaa Kuch Bhi Nahin,
    Chaahe To Meri Soch Ki Talaashi Le Lo..

47. Manzilon Ke Gham Mein Ronay Se Manzilein Nahin Milti,
    Hoslay Bhi Toot Jaatey Hain Aksar Udaas Rehney Se..

48. Uljhi Huyi Nigaahon Se Mujhe Dekhta Raha,
    Aayiney Mein Kharra Shakhs Pareshan Tha Bohat..

49. Aj Tu Mehfil-E-Yaraan Pe Hai Maghroor Bohat,
    Jab Kabhi Toot Ke Bikhre Ga To Yaad Aon Ga..

50. Tum Sath Ho To Muqaddar Pe Hai Hakoomat Apni,
    Bin Tere Zindagi Ki Aukaat Hi Kya Hai....
 
51. Tera Na Ho Saka To Mar Jaon Ga,
    Kitna Khobsurat Wo Jhoot Bolta Tha..

Tuesday, 27 May 2014

Hindi Shayari 140 Words

Ab To Aap Bani, Pyar Ki Arzoo Hamari Hai
Hamare Sas Ki Jaan; Jo Aap Ban Gayi Hai !!

Short Shayari on Pyar

Hamne Aapse Pyar Kiya Nahi Tha,
Woh To Aap Ko Dekhke Ho Gaya Tha !!

2 Lines Shayari Urdu

Sab Bhul Jata Hu Aap Ke Siva, Yeh Kya Muze Hua Hai?
Kya Esi Eehasas Ko Duniya Ne Pyar Ka Nam Diya Hai?

Phool Ki Khushboo Shayari

Phool Ko Bheja Hai Hamne, Use Sirf Phool Na Samazana,
Uske Khushboo Me Base Hua Hamare Pyar Ko Pahechanana !!

Pyar Ki Kitab Shayari

Tumhare Liye Likhi Meri Pyar Ki Kitab, Kya Apne Padhi Hai?
Shurwat To Ho Gayi Hai, Lekin Kabhi Khatam Nahi Honi Hai!

Lovely Shayari in Hindi

Khoon Ki Sihai Se Aapka Naam Likhne Ka Maan Karta Hai,
Hamare Pyar Me Likhana To Kya? Use Baha Bhi Sakte Hai!

Two Lines Short Shayari on Love

Mosam Ki Khusgavari Ka Ek Hi Ishara He,
Yaadon He Jiski Woh Yar Hamara He.

Love Shayari in Hindi Two Lines

Sapne Me Aap Hamesha Dher Sara Pyar Jatati Ho
Woh Zhoti Duniya Me Hi Kyo Gale Lagati Ho?

Khubsoorat Hai Yeh Zindagi Shayari

Khubsoorat Hai Yeh Zindagi, Use Tahe Dil Se Pyar Karo,
Koi To Aap Ke Liye Banaya Hai, Bhagwan Pe Bharosa Rakho !!

Jindagi Shayari in Hindi

Aapko Jo Dekha Hamane, Mano Jindagi Mil Gaye Ho
Aapka Pyar Paya Humne, Mano Jannat Mil Gaye Ho

Wednesday, 25 December 2013

Dard Shayari

Gheele kaghaz ki tarah hai zindagi apni
Koi jalata bhi nahi koi bahata bhi nahi
Is kadar akele hain dil ki rahon mei
Koi satata bhi nahi , Koi manata bhi nahi!