Showing posts with label Sad Shayari. Show all posts
Showing posts with label Sad Shayari. Show all posts

Thursday, 17 December 2015

Best Hindi Sad Shayari Collection

hindi shayari collection
we are trying to brought best sad hindi shayari collection in this blog for our reader , hope you will enjoy this short sad hindi shayaris .
Hamari Dosti Ka Nazarya Kuch Aisa Hai
Kya Kahe Ke Ye Andaz Kaise Hai
Log Kehte Hein Ke Tum Chand Ke Tukre Ho
Mein Kehta Ho Ke Chand Tumhara Tukra Hai
Meri Chahat Ka Andaja Jo Tum Lagaoge
Ise Sagar Ki Tarah Paoge.
Agar Meri Chahat Ko Tum Thukraoge
Zindgi Bhar Mere Liye Tadapte Rah Jaoge
Doob Rahi Hain Saansein Magar Ye Gumaan Baaqi Hai
Aaney Ka Kisi Shakhs Ke Abhi Imaan Baaqi Hai ..
Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai
Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai
Diwane Hi To Hai Hum Tere Jo
Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai

Wednesday, 16 December 2015

aakhri saans tak saath nibhata


Jab Dekho Mujhe To Apni Nigahein Thaam K Dekhna
Kahin Meri Dard Bhari Nigahon Se Tumhe Mohabbat Na Ho Jaye.
bas itni si tammna thi is DIL ki....
koi esa milta ...jo aakhri saans tak saath nibhata.....

Thursday, 26 November 2015

Sad Dard Shayari in Hindi Language

हालात ने तोड़ दिया हमें कच्चे धागे की तरह,
वरना हमारे वादे भी कभी ज़ंजीर हुआ करते थे।

Tuesday, 24 November 2015

Judai Shayari in Hindi boyfriend / girlfriend

Mile Agar Mera Humdum
To Use Sirf Itna Keh Dena;
Bina Teri Mohabbat Ke Woh Pagal Jee Nahi Sakta!

Sunday, 22 November 2015

Sad Death Maut Shayari on Love in Hindi

1)

महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा……!!

2)

Kisi din teri nazron se door ho jayenge hum.
Door fizaon me kahin kho jayenge hum.
Meri yaadein se lipat ke rote rahoge tum,
Jab zameen ko odh ke so jayenge hum...!!

3)

Love and death are 2 un-invited guests
When will they come nobody knows
But both have similar effects
One takes the heart & other takes its beats.

4)

Is aas me chala jaunga main ye jahan chor kar
Ke shayad mera marna hi kuchh kaam aayega
Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar
Jis pal tere paas meri maut ka paigam aayega..!

5)

End of story
Must not be like end of life.
Because death of love
Can not be called happy ending

6)

Ik tum ho jise pyar bhi yaad nahi
Ik main hu jise or kuchh yad nahi
Zindagi maut ke do hi to tarane hai,
Ik tumhe yaad nhi ik mujhe yaad nhi

7)

Jis din meri arthi is duniya se vida hogi
Ek alag sama hoga ek alag baat hogi
Kahna us bewafa se mar gye tumhare chahne wale
Ab na hum hain aur na hamari batein hogi.

No 1 Dil Se Shayari In Hindi

Dard jitna hai meri nigahon me, na de khuda kisiki raho me, bitana chahte they zindagi jinki bahon me Shayad maut bhi na mil payegi unki panaho me…

Saturday, 21 November 2015

Intezar Ki Ab Toh Intahaa Ho Gai Hai

Kitne Sapne Dil Mein Sajaye Tere Liye,
Raahon Me Phool Bichhaye Tere Liye,

Aati Hai Koi Yaad Teri Chupke Se,
Har Dastak Pe Bah’r Aaye Tere Liye,

Jhooti Lagti Hai Har Kahaani Duniya Ki,
Mohabbat Sacchi Nazar Aaye Tere Liye,

Likhe Rakhe Hai Jo Khat Haath Ke,
Harf-Dar-Harf Dard Badhaye Tere Liye,

Intezar Ki Ab Toh Intahaa Ho Gai Hai,
Kitna Aankhon Ko Ruulaye Tere Liye,

Mitti Ka Khilona Ban Gaya Hai,
Bas Tuut Ke Judhna Aa Jaye Tere Liye…

Aansu Jo Bah Rahe Hain Inhe Bahne Do

Aansu Jo Bah Rahe Hain Inhe Bahne Do,
Yeh Kah Rahe Hain Dil Ki Baat Kahne Do,

Bahut Bewafa Ho Tum ,Yeh Hunko Hai Malum,
Tum Wafa Ki Baat Apne Tak Hi Rahne Do,

Mila Toh Kya Mila Tumhe Chahne Ke Baad,
Bas Dukh Hi Sah Rahe Hain Hamein Sahne Do,

Tumne Toh Kah Dala Haal-E-Dil Apna,
Ab Mujhko Bhi Apna Haal-E-Dil Kahne Do…

Bhool Shayari Sms in Hindi

Bhool Shayari Sms in Hindi
Kabhi Dil Se Muskura Kar Dekho
Humari Gazal Gunguna Kar Dekho
Hum Bhool Jayenge Aapko Ek Shart Pe
Pehle Aap Humein Bhula Kar To Dekho.

Dhokha Hai Jise Pyaar kahte hai

Itni Aasani Se Na Karna Kisi Pe Aitbaar
Ye Ek Haseen Dhokha Hai Jise Log Kehte Hain Pyaar
Ye To Adaon Ka Jaadu Hai Jiske Hum Hote Hain Shikar
Ye Wo Kaid Hai Jisme Rihayi Bhi Nahi Milti Hai Yaar
Wo Laut Kar Fir Na Aayegi Is Dil Ko Mujhe Smajhana Hai
Jo Pal Saath Bitaye Humne Un Palon Ko Bhulana Hai
Main Kya Karu Jo Uski Yaad Is Dil Se Jaati Nahi
Kaise Samjhau Is Dil Ko Jo Is Shamma Ka Aaj Bhi Parwana Hai

Befawa Zamana Hai Aitbaar Mat Karna

Befawa Zamana Hai Aitbaar Mat Karna
Doston Par Bhi Apne Dil Nisar Mat Karna
Milna Doston Se Apne Begaraz Hokar Tum
Dosti Ke Daman Ko Tar-Tar Mat Karna
Dil Ki Baat Logon Ke Lab Par Aa Hi Jaati Hai
Tum Kisi Ko Bhi Apna Raazdaar Mat Karna
Aarzoo Mein Jine Ki Maut Ko Bhula Baitho
Zindagi Se Tum Hargiz Itna Pyar Mat Karna

Befawa Zamana Hai Aitbaar Mat Karna

Befawa Zamana Hai Aitbaar Mat Karna
Doston Par Bhi Apne Dil Nisar Mat Karna
Milna Doston Se Apne Begaraz Hokar Tum
Dosti Ke Daman Ko Tar-Tar Mat Karna
Dil Ki Baat Logon Ke Lab Par Aa Hi Jaati Hai
Tum Kisi Ko Bhi Apna Raazdaar Mat Karna
Aarzoo Mein Jine Ki Maut Ko Bhula Baitho
Zindagi Se Tum Hargiz Itna Pyar Mat Karna

Shayari jo Dil ko choo le

Unse Door Bhala Hum Kaise Reh Pate
Dil Se Unhe Kaise Bhula Pate
Kaash Ki Woh Sanso Ke Illava Aayine Mein Bhi Hote
Khud Ko Bhi Dekhte To Woh Nazar Aate…

Is Nazar Ko Tera Intezaar Rehta Hai
Dil Tumse Milne Ko Beqaraar Hota Hai
Tum Hamse Milo Na Milo
Phir Bhi is Dil Main Teri Dosti Ka Pyar Rehta Hai…

Nikalte Hai Aansoo Job Mulakat Nahi Hoti
Toot Jata Hai Dil Jab Bai Nahi Hoti
Teri Jaan Ki Kasam A Dost
Jab Tu Yad Na Aye
Aisi Koi Shaam Nahi Hoti…

Kya-Kya Na Saha Tere Pyar Ke Liye

Kya-Kya Na Saha Tere Pyar Ke Liye,
Tu Bhul Gayee Mujhe Begaane Yaar Ke Liye,

Bitaaye The Lamhe Saath Milkar Kabhi,
Tarsate Hain Aaj Tere Deedar Ke Liye….

Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai

Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai,
Wafa Karke Bhi Dekho Buraai Mili Hai,

Jitni Dua Ki Tumhe Pane Ki,
Us se Jayada Teri Judai Mili Hai…

Friday, 20 November 2015

Gila Shikwa Shayari in Hindi

दिल से रोये मगर होंठो से मुस्कुरा बेठे!
यूँ ही हम किसी से वफ़ा निभा बेठे!
वो हमे एक लम्हा न दे पाए अपने प्यार का!
और हम उनके लिये जिंदगी लुटा बेठे!

मोहब्बत नहीं है कोई किताबों की बाते!
समझोगे जब रो कर कुछ काटोगे रातें!
जो चोरी हो गया तो पता चला दिल था हमारा!
करते थे हम भी कभी किताबों की बाते!

इस कदर हम यार को मनाने निकले!
उसकी चाहत के हम दिवाने निकले!
जब भी उसे दिल का हाल बताना चाहा!
उसके होठों से वक़्त न होने के बहाने निकले!

एक अजनबी से मुझे इतना प्यार क्यों है!
इंकार करने पर चाहत का इकरार क्यों है!
उसे पाना नहीं मेरी तकदीर में शायद!
फिर भी हर मोड़ पर उसी का इन्तज़ार क्यों है!

तरसते थे जो मिलने को हमसे कभी!
आज वो क्यों मेरे साए से कतराते हैं!
हम भी वही हैं दिल भी वही है!
न जाने क्यों लोग बदल जाते हैं!

Status on Kabhi Kisi Se Pyar Mat Karna

kabhi kisi se pyar mat karna
agar ho jaye to inkaar mat karna
nibha sake to chalna iss raah parr
varna kisi ki zindagi barbad mat karna

Pyar mat karna kabhi kisi se Bewafa shayri

Tum na mano yeh hakikat hai

Pyar insaan ki kamzori hai

kisi din aao hamari mehfil mein

jaan jaaoge Pyar kitna Badsoorat hai




Chaand bhi deedaar ke kabil na raha

Koi pyar ke kabil na raha

is dil mein bas gayi hai pyar ke liya nafrat

Ab to koi bhi izhaar ke kabil na raha




Dar dar bhatakte hai armano ki tarah

har koi milta hai anjaano ki tarah

Is duniya se khushi ki aas kya rakhe

Yeh to gham bhi deta hai ehsaano ki tarah




Aye Khuda Tu pyar na karna

varna pachtayega

hum to markar tere paas aate hai

tu kahan jayega




Dil mein deep jalane se kya fayda

Rakh mein aag lagane se kya fayda

pyar zindagi mein kabhi mat karna

pyar mein apni zindagi khone se kya fayda




Zindagi ek saza si hogayi hai

Gum ke sagar mein iskadar kho gayi hai

Mat karna pyar tumse yahi guzarish hai

ab hamein pyar se nafrat si hogayi hai




Pyar ne pyar ko door se dekha

Pyar hi pyar ko karib laya

pyar hi pyar mein samagaya Lekin Afsos!!!

Pyar hi Pyar ko samajh na paya

Nafrat si ho gayi ab pyar ke naam se

pyaar ke naam se mujh ko ab nafrat hoyi Shayari

Berahem sangdil bewafa hai tu
mujhko afsos hai mera dilbara hai tu

teri khatir hi aaj meri ye halat hoyi
pyaar ke naam se mujh ko ab nafrat hoyi
tujh se ab main kya kahu behaya hai tu

mujhko tune kabhi na ek mauqa diya
pyaar ke naam per bas daga hi diya
aaj pachtaye ham.. ek khata hai tu

hai bhut farq tujh main aur mujh main sanam
baa wafa ho main aur bewafa hai tu

mujhko maloom na tha ye sila pyaar ka hai
main tu ye samjha mushkil main ji yaar ka hai
apna dard bholo ke bhi her dowa main hai tu

ayesi halati ki jiska ka na koi elaaj
teri ek bewafayi per mar gaye ham to aaj
her sitam pe sitam ek saza hai tu

Chehre pe udasi aankho mai nami

Tere chehre pe udasi aankhon mein nami hai, Tere chehre pe udasi aankhon mein nami hai, TATA namak istemal karo kyun ki IODINE ki kami hai..!!