Tum na mano yeh hakikat hai
Pyar insaan ki kamzori hai
kisi din aao hamari mehfil mein
jaan jaaoge Pyar kitna Badsoorat hai
Chaand bhi deedaar ke kabil na raha
Koi pyar ke kabil na raha
is dil mein bas gayi hai pyar ke liya nafrat
Ab to koi bhi izhaar ke kabil na raha
Dar dar bhatakte hai armano ki tarah
har koi milta hai anjaano ki tarah
Is duniya se khushi ki aas kya rakhe
Yeh to gham bhi deta hai ehsaano ki tarah
Aye Khuda Tu pyar na karna
varna pachtayega
hum to markar tere paas aate hai
tu kahan jayega
Dil mein deep jalane se kya fayda
Rakh mein aag lagane se kya fayda
pyar zindagi mein kabhi mat karna
pyar mein apni zindagi khone se kya fayda
Zindagi ek saza si hogayi hai
Gum ke sagar mein iskadar kho gayi hai
Mat karna pyar tumse yahi guzarish hai
ab hamein pyar se nafrat si hogayi hai
Pyar ne pyar ko door se dekha
Pyar hi pyar ko karib laya
pyar hi pyar mein samagaya Lekin Afsos!!!
Pyar hi Pyar ko samajh na paya
Pyar insaan ki kamzori hai
kisi din aao hamari mehfil mein
jaan jaaoge Pyar kitna Badsoorat hai
Chaand bhi deedaar ke kabil na raha
Koi pyar ke kabil na raha
is dil mein bas gayi hai pyar ke liya nafrat
Ab to koi bhi izhaar ke kabil na raha
Dar dar bhatakte hai armano ki tarah
har koi milta hai anjaano ki tarah
Is duniya se khushi ki aas kya rakhe
Yeh to gham bhi deta hai ehsaano ki tarah
Aye Khuda Tu pyar na karna
varna pachtayega
hum to markar tere paas aate hai
tu kahan jayega
Dil mein deep jalane se kya fayda
Rakh mein aag lagane se kya fayda
pyar zindagi mein kabhi mat karna
pyar mein apni zindagi khone se kya fayda
Zindagi ek saza si hogayi hai
Gum ke sagar mein iskadar kho gayi hai
Mat karna pyar tumse yahi guzarish hai
ab hamein pyar se nafrat si hogayi hai
Pyar ne pyar ko door se dekha
Pyar hi pyar ko karib laya
pyar hi pyar mein samagaya Lekin Afsos!!!
Pyar hi Pyar ko samajh na paya
No comments:
Post a Comment