हो के मायूस न यूं शाम से ढलते रहिये ,
ज़िन्दगी भोर है सूरज सा निकलते रहिये ,
एक ही पाँव पे ठहरोगे तो थक जाओगे ,
धीरे-धीरे ही सही राह पे चलते रहिये .
Khokar paane ka maja hi kuch aur hai,
Roo-kar muskurane ka maja hi kuch aur hai,
Haar to zindagi ka hissa hai mere dost,
Harne ke baad jitne ka maja hi kuch aur hai.
Na kar tamanna aye dil tu kisi ko paane ki,
Badi bedard nigahe hai iss zamane ki,
Khud ko bana le kabil tu ab iss kadar,
Ki rakhe log tamanna sirf tujhi ko paane ki.
No comments:
Post a Comment