Showing posts with label Sad Sms. Show all posts
Showing posts with label Sad Sms. Show all posts

Thursday, 26 November 2015

Sad Dard Shayari in Hindi Language

हालात ने तोड़ दिया हमें कच्चे धागे की तरह,
वरना हमारे वादे भी कभी ज़ंजीर हुआ करते थे।

Tuesday, 24 November 2015

Judai Shayari in Hindi boyfriend / girlfriend

Mile Agar Mera Humdum
To Use Sirf Itna Keh Dena;
Bina Teri Mohabbat Ke Woh Pagal Jee Nahi Sakta!

Sunday, 22 November 2015

Sad Death Maut Shayari on Love in Hindi

1)

महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा……!!

2)

Kisi din teri nazron se door ho jayenge hum.
Door fizaon me kahin kho jayenge hum.
Meri yaadein se lipat ke rote rahoge tum,
Jab zameen ko odh ke so jayenge hum...!!

3)

Love and death are 2 un-invited guests
When will they come nobody knows
But both have similar effects
One takes the heart & other takes its beats.

4)

Is aas me chala jaunga main ye jahan chor kar
Ke shayad mera marna hi kuchh kaam aayega
Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar
Jis pal tere paas meri maut ka paigam aayega..!

5)

End of story
Must not be like end of life.
Because death of love
Can not be called happy ending

6)

Ik tum ho jise pyar bhi yaad nahi
Ik main hu jise or kuchh yad nahi
Zindagi maut ke do hi to tarane hai,
Ik tumhe yaad nhi ik mujhe yaad nhi

7)

Jis din meri arthi is duniya se vida hogi
Ek alag sama hoga ek alag baat hogi
Kahna us bewafa se mar gye tumhare chahne wale
Ab na hum hain aur na hamari batein hogi.

No 1 Dil Se Shayari In Hindi

Dard jitna hai meri nigahon me, na de khuda kisiki raho me, bitana chahte they zindagi jinki bahon me Shayad maut bhi na mil payegi unki panaho me…

Saturday, 21 November 2015

Aansu Jo Bah Rahe Hain Inhe Bahne Do

Aansu Jo Bah Rahe Hain Inhe Bahne Do,
Yeh Kah Rahe Hain Dil Ki Baat Kahne Do,

Bahut Bewafa Ho Tum ,Yeh Hunko Hai Malum,
Tum Wafa Ki Baat Apne Tak Hi Rahne Do,

Mila Toh Kya Mila Tumhe Chahne Ke Baad,
Bas Dukh Hi Sah Rahe Hain Hamein Sahne Do,

Tumne Toh Kah Dala Haal-E-Dil Apna,
Ab Mujhko Bhi Apna Haal-E-Dil Kahne Do…

Bhool Shayari Sms in Hindi

Bhool Shayari Sms in Hindi
Kabhi Dil Se Muskura Kar Dekho
Humari Gazal Gunguna Kar Dekho
Hum Bhool Jayenge Aapko Ek Shart Pe
Pehle Aap Humein Bhula Kar To Dekho.

Dhokha Hai Jise Pyaar kahte hai

Itni Aasani Se Na Karna Kisi Pe Aitbaar
Ye Ek Haseen Dhokha Hai Jise Log Kehte Hain Pyaar
Ye To Adaon Ka Jaadu Hai Jiske Hum Hote Hain Shikar
Ye Wo Kaid Hai Jisme Rihayi Bhi Nahi Milti Hai Yaar
Wo Laut Kar Fir Na Aayegi Is Dil Ko Mujhe Smajhana Hai
Jo Pal Saath Bitaye Humne Un Palon Ko Bhulana Hai
Main Kya Karu Jo Uski Yaad Is Dil Se Jaati Nahi
Kaise Samjhau Is Dil Ko Jo Is Shamma Ka Aaj Bhi Parwana Hai

Kya-Kya Na Saha Tere Pyar Ke Liye

Kya-Kya Na Saha Tere Pyar Ke Liye,
Tu Bhul Gayee Mujhe Begaane Yaar Ke Liye,

Bitaaye The Lamhe Saath Milkar Kabhi,
Tarsate Hain Aaj Tere Deedar Ke Liye….

Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai

Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai,
Wafa Karke Bhi Dekho Buraai Mili Hai,

Jitni Dua Ki Tumhe Pane Ki,
Us se Jayada Teri Judai Mili Hai…

Friday, 20 November 2015

Gila Shikwa Shayari in Hindi

दिल से रोये मगर होंठो से मुस्कुरा बेठे!
यूँ ही हम किसी से वफ़ा निभा बेठे!
वो हमे एक लम्हा न दे पाए अपने प्यार का!
और हम उनके लिये जिंदगी लुटा बेठे!

मोहब्बत नहीं है कोई किताबों की बाते!
समझोगे जब रो कर कुछ काटोगे रातें!
जो चोरी हो गया तो पता चला दिल था हमारा!
करते थे हम भी कभी किताबों की बाते!

इस कदर हम यार को मनाने निकले!
उसकी चाहत के हम दिवाने निकले!
जब भी उसे दिल का हाल बताना चाहा!
उसके होठों से वक़्त न होने के बहाने निकले!

एक अजनबी से मुझे इतना प्यार क्यों है!
इंकार करने पर चाहत का इकरार क्यों है!
उसे पाना नहीं मेरी तकदीर में शायद!
फिर भी हर मोड़ पर उसी का इन्तज़ार क्यों है!

तरसते थे जो मिलने को हमसे कभी!
आज वो क्यों मेरे साए से कतराते हैं!
हम भी वही हैं दिल भी वही है!
न जाने क्यों लोग बदल जाते हैं!

Nafrat si ho gayi ab pyar ke naam se

pyaar ke naam se mujh ko ab nafrat hoyi Shayari

Berahem sangdil bewafa hai tu
mujhko afsos hai mera dilbara hai tu

teri khatir hi aaj meri ye halat hoyi
pyaar ke naam se mujh ko ab nafrat hoyi
tujh se ab main kya kahu behaya hai tu

mujhko tune kabhi na ek mauqa diya
pyaar ke naam per bas daga hi diya
aaj pachtaye ham.. ek khata hai tu

hai bhut farq tujh main aur mujh main sanam
baa wafa ho main aur bewafa hai tu

mujhko maloom na tha ye sila pyaar ka hai
main tu ye samjha mushkil main ji yaar ka hai
apna dard bholo ke bhi her dowa main hai tu

ayesi halati ki jiska ka na koi elaaj
teri ek bewafayi per mar gaye ham to aaj
her sitam pe sitam ek saza hai tu

Thursday, 29 October 2015

Hindi Pyaar Mohabbat Sher o Shayari

Aaj Kuchh Kami Hai Tere Bager
Na Rang Hai Na Roshni Hai Tere Bager
Waqt Apni Raftar Se Chal Raha Hai
Bas Dhadkan Thami Hai Tere Bager

Thursday, 22 January 2015

Sad Shayari Pyar Me Dhoka | Dhokha SmS

Sad #Shayari Pyar Me Dhoka

 
Banane bale tune kya khoob banaya
kisiko gam de kar kisi ko khoosi dilaya
kisiko diya dil pyar karne k khatir
aur kisiko diya dil pyar me dhoka khane k khatir

Wednesday, 21 January 2015

Heart Touching Sad Punjabi Shayari | Broken Heart Shayari in Punjabi

Heart Touching Sad Punjabi Shayari | Broken Heart Shayari in Punjabi

Heart Touching Sad Punjabi Shayari | Broken Heart Shayari in Punjabi
 Heart Touching Sad Punjabi Shayari | Broken Heart Shayari in Punjabi

Thursday, 15 January 2015

Judai Shayari in Hindi 140 Word

Use to kho hi chuke phir khayal kya uska,
Ye fikr kaisi ke ab hoga haal kya uska,
Wo judai ke bhanwar mein bhi muskura ke mila,
Ab is se badh ke bhala ho kamal kya uska.

Wednesday, 14 January 2015

Very Sweet & Beautiful Sad Love Shayari For GirlFriend

Zubaan khamosh ankhon me nami hogi
Yahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko toh har zakham bhar jayega
Kese bharegi wo jagah jaha teri kami hogi

Sunday, 4 January 2015

Hindi Mohabbat Shayari | Yaad Shayari

 Hindi Mohabbat Shayari | Yaad #Shayari 
Mohabbat Ki Hawa Jism Ki Dawa Ban Gayi,
Doori Aapki Meri Chahat ki Saza Ban Gayi,
Kaise Bhoolun Aapko Ek Pal Ke Liye,
Aapki Yaad Hamare Jeene Ki Wajah Ban Gayi.

Tuesday, 30 December 2014

Intezaar Shayari SMS on Girlfriend

Sad Shayari
Koi Wada Nahi Phir Bhi Tera Intjaar Hai,
Judai ke Bawjud bhi Tujhse Pyar Hai,
Chehre ki Udasi de Rahi h Gawhai,
Mujhse Milne ke Liye tu Bhi Bekrar Hai.

Sad But True Zindagi Shayari in Hindi | Life Quotes

Sad But True Zindagi Shayari in Hindi | Life Quotes

Bahut kuch sikha jati h zindagi
Hasa ke rula jati hain zindagi
Jee sako jitna utna jee lo dosto,
Kyuki bahut kuch baki rah jata h
Aur khatm ho jati hain zindagi

Heart Touching Sad Shayari | Yeh Duniya

Heart Touching Sad Shayari | Yeh Duniya

Dil Mein Har Raaz Daba Ke Rakhte Hai
Honthon Pe Muskurahat Saja Ke Rakhte Hai
Yeh Duniya Sirf Khushi Mein Saath Deti Hai
Isliye Hum Apne Aansuon Ko Chhupa Ke Rakhte Hai