Showing posts with label Love Shayari. Show all posts
Showing posts with label Love Shayari. Show all posts
Saturday, 21 November 2015
Friday, 20 November 2015
Kabhi Pyar Mohabbat Karo Toh Hum Se Karna
Labels:
Love Shayari,
Love Sms,
pyar shayari sms,
Romantic Shayari
Pasand Karta Hun Har Haseeno Ko
Pasand Karta Hun Har Haseeno Ko,
Magar Dil Mein Basane Ke Liye Jagah Nahi,
Thukra Dete Hain Begane Samajhkar,
Uski Hoti Koi Thukraane Ki Vajah Nahi
Tuesday, 17 November 2015
Romantic Shayari - Aankhe to pyar main
Shayari ke jaise likhte rahta hun
Dil ko mere ghayal kar gaye khanjar hain tumhari aankhein ,, Zindagi meri mehkane lagi hai khushbu jaisi hain tumhari saansein ,, Lagta hai chahat mein lipat gaya hun aisi hain tumhari baahein ,, Shayari ke jaise likhta rehta hun aisi hain tumhari baatein..!!
Saturday, 7 November 2015
Shayari on pyar love in hindi
क्या सिर्फ इतना ही प्यार था,
हम सब में यारों, साथ बैठना छोड़ दिया,
तो याद करना भी छोड़ दिया !!
Wednesday, 21 January 2015
Best Hindi Romantic Shayari Collection For Girlfriend & Boyfriend
Best Hindi Romantic Shayari Collection For Girlfriend
Best Hindi Romantic Shayari Collection For Girlfriend, Love Shayari Collection, Bunch of Shayari in Hindi, Lovely Hindi Romantic Shayari For Girlfriend, Special Love Shayari For Girlfriend, Loving Hindi Shayari

Jab Yaad Tere Aati Hai Dil Tham Lete Hai,
Dil Tham Lete Hae Tapak Jata He,
Her Wo Ansu Jab Naam Tera Lete He ,
Ye Ansu Nahe Tere Pyar Ke Neshni Hai,
Tu Samjhe To Moti Na Samjo To Pani Hae
Kya Mangu Khuda Se Aapko Paane K Bad
Kiska Karu Intezar Aapke Aane K Bad
Kyu Dosto Pe Jan Lutate Hai Log
Malum Hua Aapko Dost Banane K Bad.
Aaj Phir Kisi Ne Pucha K Tera
Hasta Hua Chehra Udas Q Hai?
Barasti Aankhon Mein Piyas Q Hai?
Jiski Nazron Mein Tu Kuch B Nahin!
Wo Tere Liye Itna Khas Q Hai?
Aaj Unki Dosti Main Kuch Kami Dekhi,
Chand Ki Chandni Main Kuch Nami Dekhi,
Udaas Ho K Loat Aaye Hum Apny Ghar,
Unki Mehfil Jab Auron Se Jami Dekhi
Tere Siwa Koi Mere Jazbaat Me Nahi,
Aankhon Me Wo Nami Hai Jo Barshat Me Nahi.
Pane Ki Tujhe Koshish Bahut Ki,
Magar Tu Ek Lakeer Hai Jo Mere Hath Me Nahi.
Sabke Chehre Mei Woh Baat Nahi Hoti,
Thode Se Andhere Mei Raat Nahi Hoti,
Zindagi Mei Kuch Log Bahut Pyare Hote Hai,
Kya Kare Unhi Se Aaj Kal Mulakat Nahi Hoti..
Yaad Karne Ke Liye Koi Cheez Chahiye,
Aap Nahi To Aap Ki Tasveer Chahiye
Par Aap Ki Tasveer Hamara Dil Bhehla Nahi Sakti
Kyonki Wo Aap Ki Tarha Muskura Nahi Sakti
Lovely Shayari SMS For Husband And Wife
Husband lovely sms shayari
Pal mein guzar jaye wo mohbbat kaise,
Hum to jindagi bhar tujhe chahenge,
Sath janam mein gujar jaye wo kasam kaisi,
Hum to sadiyo tak tumhara sath nibhayenge
lovely shayari on wife
Hasrat h sirf tumhe pane ki,
Aue koi khwaish nahi iss parwane ki,
Shikwa mujhse nahi khuda se karo,
Kya jarrurat thi tumhe khubsurat bnane ki
Labels:
hindi shayari,
Love Shayari,
Love Sms,
Romantic Shayari
Wednesday, 14 January 2015
Very Sweet & Beautiful Sad Love Shayari For GirlFriend
Zubaan khamosh ankhon me nami hogi
Yahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko toh har zakham bhar jayega
Kese bharegi wo jagah jaha teri kami hogi
Yahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko toh har zakham bhar jayega
Kese bharegi wo jagah jaha teri kami hogi
Love Shayari | Best Love Sms in Hindi, Love Quotes
“जाम पे जाम पीनेसे क्या फायदा,
शाम को पी सुबह उतर जाएगी,
अरे दो बूंद मेरे प्यार की पीले,
जिन्दगी सारी नशेमे गुज़र जाएगी”
Jaam pe jaam pine se kya fayda
Shaam ko pee subah utar jayegi
Are 2 boond mere pyar ki pee le,
Zindagi sari nashe me gujar jayegi
शाम को पी सुबह उतर जाएगी,
अरे दो बूंद मेरे प्यार की पीले,
जिन्दगी सारी नशेमे गुज़र जाएगी”
Jaam pe jaam pine se kya fayda
Shaam ko pee subah utar jayegi
Are 2 boond mere pyar ki pee le,
Zindagi sari nashe me gujar jayegi
Love Shayari | All Types Of Love Shayaris
♥♥ Kaise Kahun Ke Apna Bana Lo Mujhe,
Baahon Mein Apni Sama Lo Mujhe,
Bin Tumhare Ek Pal Bhi Kat-ta Nahi,
Tum Aa Kar Mujhi Se Chura Lo Mujhe,
Zindagi To Wo Hai Sang Tumhare Jo Guzri,
Duniya Ke Gamon Se Ab Chura Lo Mujhe,
Meri Sabse Gehri Khwahish Ho Puri,
Tum Agar Paas Apne Bula Lo Mujhe,
Ye Kaisa Nasha Hai Jo Behka Raha Hai,
Tumhara Hoon Main To Sambhalo Mujhe,
Na Jaane Phir Kaise Guzregi Zindagani,
Agar Apne Dilse Kabhi Tum Nikalo Mujhe♥♥
************************************************************************************
Sunday, 4 January 2015
Love Shayari | Mohabbat Ishq Shayari In Hindi
Aankho ki gehrai ko samaz nahi sakte,
Honto se kuch keh nahi sakte,
Kaise baya kare hum aapko yeh dil ka haal ki,
Tumhi ho jiske bageir hum reh nahi sakte…
Honto se kuch keh nahi sakte,
Kaise baya kare hum aapko yeh dil ka haal ki,
Tumhi ho jiske bageir hum reh nahi sakte…
Tuesday, 30 December 2014
First Love Hindi Shayari SMS | Pahla Pyar
First Love Cute Hindi Shayari SMS | Pahla Pyar
Khubsurat Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai
Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai
Kuchh Log Zindagi Mein Milte Hai Aise
Jinse Kabhi Na Tutnewala Rishta Banjata Ha
Khubsurat Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai
Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai
Kuchh Log Zindagi Mein Milte Hai Aise
Jinse Kabhi Na Tutnewala Rishta Banjata Ha
Tere Bager Sad Hindi Shayari | Love Shayari
Tere Bager Sad Hindi Shayari | Love Shayari
Aaj Kuchh Kami Hai Tere Bager
Na Rang Hai Na Roshni Hai Tere Bager
Waqt Apni Raftar Se Chal Raha Hai
Bas Dhadkan Thami Hai Tere Bager
Aaj Kuchh Kami Hai Tere Bager
Na Rang Hai Na Roshni Hai Tere Bager
Waqt Apni Raftar Se Chal Raha Hai
Bas Dhadkan Thami Hai Tere Bager
Thursday, 25 December 2014
Hindi Love Shayari for Girlfriend in hindi
Hindi Love Shayari for Girlfriend
Aaj dil pooch bettha apni hi tasvir se,
tune kya paya he apni hi taqdir se,
aapki tasvir dil k aaine ko dikhai,
or kha,
aisa Pyaar paya hai duniya ke bhid se
Best Shayari In Hindi on Love
Best Shayari In Hindi on Love
Bohot Mushkil Se Hota Hai
Teri Yaadoon Ka Karobaar,
Munafa Kam Hai Lekin
Guzara Ho Hi Jata Hai...!!!
Bohot Mushkil Se Hota Hai
Teri Yaadoon Ka Karobaar,
Munafa Kam Hai Lekin
Guzara Ho Hi Jata Hai...!!!
Wednesday, 24 December 2014
Pehla Pyar Shayari SMS in Hindi | Saccha Pyar SMS in Hindi
Pehla Pyar Shayari in Hindi | Saccha Pyar SMS in Hindi
Sapna Har Koi Sakaar Nahi Hota
Ishq Ka Koyi Akaar Nahi Hota
Hone Ko Kuchh Bhi Ho Jata Hai Duniya Mein
Dobaara Kisi Se Saccha Pyar Nahi Hotaa!
Wednesday, 3 December 2014
I Love You Shayari in Hindi | Love SMS
I Love You Shayari in Hindi | Love SMS
Jaane Uss Shakhs Ko Kaise Hunar Aata Hai,
Raat Hote Hi Aankhon Mein Faraq Aata Hai,
Main Uski Yaadon Se Niklu, Toh Kahan Jauun?
Woh Meri Soch Ki Har Dehleez Par Nazar Aata Hai!
Labels:
hindi shayari,
Love Shayari,
Romantic Shayari,
Sher O Shayari
Monday, 1 December 2014
Hindi Love Shayari & SMS with Images
Sadyon Se Ik Sapna Hai,
Kaho Pura Karo Gey Tum?
Bhol Jao Mere Siwa Sab Kuch,
Kaho Aisa Karo Gey Tum?
Nhi Kuch Or Tamana Ab,
Ke Bus Mery Ho Jao Tum,
Kabi Na Chor Ke Jao Gey,
Kaho Aisa Karo Gey Tum?
Faqt Ik lafz Sunne Ko,
Kai Barson se Tarsy Hain,
MUJHE APNA BANA LO TUM,
Kaho Aisa Karo Gey Tum...??
Subscribe to:
Posts (Atom)




