Showing posts with label pyar shayari sms. Show all posts
Showing posts with label pyar shayari sms. Show all posts

Saturday, 21 November 2015

Ishq Mohabbat Toh Hazaron Karte Hain

Ishq Mohabbat Toh Hazaron Karte Hain,
Gham E Judai Se Woh Sabhi Darte Hain,
Hum Toh Na Ishq Karte Hain, Na Mohabbat Karte Hain,
Hum Toh Bas Dosto Ki Ek Muskurahat Par Marte Hain….

Pyar Kar K Kisi Ko Dhokha Nai Dena

Pyar Kar K Kisi Ko Dhokha Nai Dena
Doston Ko Aansuon Ka Tofa Nai Dena
Koi Roye Aap Ko Yaad Kar K
Zindagi Mai Kabhi Esa Mouka Nai Dena

Friday, 20 November 2015

Kabhi Pyar Mohabbat Karo Toh Hum Se Karna

Kabhi Mohabbat Karo Toh Hum Se Karna,
Dil Ki Baat Juba Par Aaye Toh Hum Se Kahna,
Na Kah Sako Toh Aankhein Jhuka Lena,
Hum Samajh Jaayenge Hamein Kuchh Na Kahna…

Pasand Karta Hun Har Haseeno Ko

Pasand Karta Hun Har Haseeno Ko,
Magar Dil Mein Basane Ke Liye Jagah Nahi,

Thukra Dete Hain Begane Samajhkar,
Uski Hoti Koi Thukraane Ki Vajah Nahi

Tuesday, 17 November 2015

Shayari ke jaise likhte rahta hun

Dil ko mere ghayal kar gaye khanjar hain tumhari aankhein ,, Zindagi meri mehkane lagi hai khushbu jaisi hain tumhari saansein ,, Lagta hai chahat mein lipat gaya hun aisi hain tumhari baahein ,, Shayari ke jaise likhta rehta hun aisi hain tumhari baatein..!!

Saturday, 7 November 2015

Shayari on pyar love in hindi

क्या सिर्फ इतना ही प्यार था,
हम सब में यारों, साथ बैठना छोड़ दिया,
तो याद करना भी छोड़ दिया !!