Showing posts with label Sharabi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Sharabi Shayari. Show all posts

Saturday, 3 January 2015

Latest Collection of Sharaab Shayaris

मैखाने मे आऊंगा मगर पिऊंगा नही, साकी;
ये शराब मेरा गम मिटाने की औकात नही रखती।

 ***********************************
 Har Kisi Baat Ka Koyi Jawaab Nahi Hota;
Har Naam Ishq Mein Kharab Nahi Hota;
Yun To Jhum Lete Hain Nashe Me Rehne Wale;
Magar Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota!


****************************************
Hum Lakh Achhe Sahi Log Kharab Kahte Hai;
Bigda Hua Wo Hamko Nawab Kahte Hai;
Hum To Aise Badnam Ho Gaye Hai Ki;
Paani Bhi Piye To Log Sharab Kehte Hain! 


************************************ 
 

Wednesday, 25 December 2013

Dard Shayari

Gheele kaghaz ki tarah hai zindagi apni
Koi jalata bhi nahi koi bahata bhi nahi
Is kadar akele hain dil ki rahon mei
Koi satata bhi nahi , Koi manata bhi nahi!