Showing posts with label Miss You Shayari. Show all posts
Showing posts with label Miss You Shayari. Show all posts

Wednesday, 3 December 2014

New Sorry SMS in Hindi 140 Words | Say Sorry Message in Hindi

New Sorry SMS in Hindi 140 Words | Say Sorry Message in Hindi
Paraayeon Se Dosti Ki Gunzaaish Nahi Hoti
Marne Ke Baad Koi Khawaish Nahi Hoti
Kahi Koi Pyar Bhara Dil Toota Hoga Zaroor
Nahi Toh Naino Se Aansuo Ki Barish Nahi Hoti!

Yaad Sataye Shayari in Hindi | Miss You Shayari in Hindi

Milne Ki Chahat SMS in Hindi | Yaad Sataye Shayari in Hindi | Miss You Shayari in Hindi
Yaad Sataaye Kisi Kit Oh Koi Kya Kare
Dil Milne Ko Chahe Kisi Se Toh Koi Kya Kare
Sapno Mein Hoti Hai Mulaqaat, Log Kehte Hain
Par Pyar Mein Neend Hi Na Aaye Toh Koi Kya Kare!

Sad Miss You Shayari SMS Hindi | Miss You SMS 140 Words Hindi

Tum Bin Shayari SMS in Hindi | Sad Miss You Shayari SMS Hindi | Miss You SMS 140 Words Hindi
Tum Bin Kaise Jiya Jaaye
Jiyun Main Kaise Tum Bin
Lambi Hai Raatein Sadiyon Se Bhi
Raaton Se Bhi Lambe Ho Gaye Hai Yeh Din!
Miss You So Much!

Wednesday, 26 November 2014

Miss You Shayri in Hindi | Judai SMS in Hindi

                                   Tanhai Bhara Miss You SMS in Hindi | Judai SMS in Hindi
Na Door Mujhse Jaya Karo, Dil Tadap Jata Ahi
Hamesha Tere Khyaalon Mein Din Guzar Jata Hai
Dil Ne Ek Sawaal Poochha Tha Tumse..
Tumhe Bhi Mera Khyaal Aata Hai Kya Door Rehkar

Sad Yaad Shayari in Hindi | Yaad SMS 140 Words in Hindi | Miss You SMS in Hindi

Sad Yaad Shayari in Hindi | Yaad SMS 140 Words in Hindi | Miss You SMS in Hindi
Mehfil Tanha Hai Meri Jab Se Aap Gaye Ho
Roshni Bhuj Gayi Hai Saanso Ki Jab Se Aap Gaye Ho
Rooh Meri Reh Gayi Hai Andheron Ke Saaye Mein
Daaman Chhod Gayi Hai Roshni Jab Se Tum Gaye Ho!

Sad Miss You Shayari SMS Hindi | Miss You SMS 140 Words Hindi

Tum Bin Shayari SMS in Hindi | Sad Miss You Shayari SMS Hindi | Miss You SMS 140 Words Hindi
Tum Bin Kaise Jiya Jaaye
Jiyun Main Kaise Tum Bin
Lambi Hai Raatein Sadiyon Se Bhi
Raaton Se Bhi Lambe Ho Gaye Hai Yeh Din!
Miss You So Much!

Wednesday, 25 December 2013

Dard Shayari

Gheele kaghaz ki tarah hai zindagi apni
Koi jalata bhi nahi koi bahata bhi nahi
Is kadar akele hain dil ki rahon mei
Koi satata bhi nahi , Koi manata bhi nahi!