Showing posts with label Bollywood Shayari. Show all posts
Showing posts with label Bollywood Shayari. Show all posts

Thursday, 22 January 2015

Bill Gates and Windows Funny SMS Jokes, Computer SMS

Bill Gates and Windows Funny SMS #Jokes, Computer SMS

Ek 5th class ka bacha Bill Gates ko letter likhta hai
Sir, Mujhe kuch sawal poochne hai
1. Keyboard ke letters sahi jagah nahi hai,
Keyboard ka sahi Version kab ayega..??
2. Windows Main START ka button hai, STOP ka nahi!!
3. Hum Ms-Word use karte hain,
Mr-Word kab Release hoga..??
4. Keyboard main ANY KEY ka button
Nahi to computer kyun maangta hai..??
Aakhir main ek zati Sawal
5. Aap ka naam GATES hai to aap
WINDOWS kyun banate hai..??

Search SMS Terms:

  • college girls jokes
  • computers sms
  • hindi collage sms
  • hindi funny ridles by anchor
  • computer parts sayri for friends shar facebook

Saturday, 3 January 2015

Best Bollywood Shayri in Hindi

Yu Hi Gujar Gai Raat Chalte Chalte,
Jab Juba Par Aai Teri Baat Chalte Chalte.
Hum Khush The Ke Aaj Didare Chand Hoga,
Haya Ke Badlon Ne Dhak Liye Jajbaat Chalte Chalte.

Tuesday, 27 May 2014

Bollywood Love Shayari

Ishq Khamosh Hota He Bolta He Bulane Par,
Umeeden Jee C Uthti He Vafa Ki Baat Ane Par.
Muh Mod Lete He To Lagta Maut Ayegi,
Kayamat Barapti He Unke Ruuth Jane Par...!!

Chalte Chalte Bollywood Shayari

Yu Hi Gujar Gai Raat Chalte Chalte,
Jab Juba Par Aai Teri Baat Chalte Chalte.
Hum Khush The Ke Aaj Didare Chand Hoga,
Haya Ke Badlon Ne Dhak Liye Jajbaat Chalte Chalte....!!!

Bollywood Sad Shayari

Tunakmizazi He Ishq Ke Paigamo Main,
Hum Baat Pyar Ki Karte He To Woh Khafa Se Hote He.
Vadde Pure Kar Sako Jo Woh Sikandar Banta He,
Maksad Pyar Ka Hasil Sirf Wafa Se Hote He..!!

Bollywood Shayari on Ishq

Woh Kabre Begani He Jispe Pathar Mere Naam Ka Dikhta He,
Hum Ishq Ke Maro Ko Kahan Jannat Naseeb Ho Sakti He.
Diye Jalte He Kabre Par Mar Ke Bhi Soo Nahi Sakte,
Ruh Rah Sake Jaha, Tere Ghar Ki Woh Dahleej Ho Sakti He.

Best Bollywood Shayri in Hindi

Vaada Tera Tha Ke Tere Hi Rahenge Hum,
Umer Beet Jayegi Par Tera Sath Na Chutega.
Mere Din Raat Chalte He Tere Hi Ahsaano Par,
Kayamat Ka Woh Din Hoga Magar Na Hath Chutega.