Showing posts with label SMS. Show all posts
Showing posts with label SMS. Show all posts

Friday, 20 November 2015

Shayari SMS Jokes Status Quotes collection

Shayari

Kabhi Mohabbat Karo Toh Hum Se Karna,
Dil Ki Baat Juba Par Aaye Toh Hum Se Kahna,

Na Kah Sako Toh Aankhein Jhuka Lena,
Hum Samajh Jaayenge Hamein Kuchh Na Kahna…

SMS

Hole Hole Dil Ka Dard Badha Hai,
Tanhai Ka Dard Athah Chada Hai,

Ab Umeedo Ki Tassliya Chhodo,
Naya Paitra Fir Se Ek Ghada Hai,

Sarangi Tanhai Ki Mat Chhodo,
Abhi Abhi Fir Uska Patr Padha Hai,

Kis Se Karna Sikwe Aur Sikayat,
Aawara Dil Par Iljaam Madha Hai,

Sadiyon Ka Sannata Mann Mein Utra,
Bechare Dil Ne Kya Julm Lada Hai…

Jokes

Hume Tumse Love Hai,
Please Refuse Na Karna,
Yeh Zero Watt Ka “Hope” Bulb Hai,
Please Ise Fuse Mat Karna.

Status

"तीन ही उसूल हैं मेरी जिन्दगी के आवेदन,निवेदन और फिर ना माने तो दे दना दन !!

Quotes

डाली पर बैठे हुए परिंदे को पता है कि डाली कमज़ोर है फिर भी वो उस डाली पर है क्यो? क़्योकी उसको डाली से ज़यादा अपने पंख पर भरोसा है !!

Thursday, 27 March 2014

Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaise Du

SAD BEWAFA romance SHAYARI WITH IMAGE
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nhi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaise Du
Usne To Dil Se Hi Chaha Nahi Mujhe..!

Thursday, 13 March 2014

Holi SMS Shayari In Hindi 2014

Holi Ke din ki ye mulakat yaad rahegi
rango ki ye barsaat yaad rahegi
Aap ko mile rangeen duniya aese hamesha
ye meri dua rahegi! Holi Mubarak !


Mit Jaaye Yeh Duri Agar Tum Chaho
Naa Koi Ho Majboori Agar Tum Chaho
Humey To h Hei Chahney Waley Bahut
Magar Humari Yeh Tamana Hei K
Humey Tum Chaho

Teri Chaahat Mein Hum
Zamaana Bhool Gae
Kisi Or Ko Apnana Bhool Gae
Tumsey Mohabbat Hei
Bataaya Saare Jahan Ko
Bas Ek Tujhey Hi Bataana Bhool Gae.

Pal Aesa Tha Ki Hum Inkaar Na Kr Paaye
Zamaney K Dar Se Ikraar Na Kr Paaye
Naa Thi Jinkey Bina Zindagi Munaasib
Chor Dia Sath Ham Sawaal Na Kr Paaye.

           !! Happy Holi !!

Tuesday, 18 February 2014

Shayari in Hindi Font on Relationship

रिश्ते काँच की तरह होते है,
टूटे जाए तो चुभते है.
इन्हे संभालकर हथेली पर सजना
क्योकि इन्हे टूटने मे एक पल
और बनाने मे बरसो लग जाते है.

Friendship Shayari in Hindi

Friendship Shayari in Hindi 
Zindagi Mai Hamesha Naye Log Milenge,
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge,
Aitbaar Zara Soch Kar Karna,
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge !

Sunday, 16 February 2014

Best Romantic Shayari in Hindi

ROMANTIC SHAYARI IN HINDI
Dil tadapta raha aur wo jane lage,
Sang guzre har lamhe yaad aane lage,
Khamosh nazro se dekha jo usne,
To bhigi palko se hum bhi muskurane lage

Saturday, 15 February 2014

Wedding in Modern Style

Funny Wedding Pictures
wedding in Modern Style
Pujaari: Do you Both Agree
to Change ur
Facebook Status to MARRIED?
Couple: Yes, we agree
Pujaari: Vivaah sammpan

Funny SMS | 5wa kaha gir gyaa

Four boys on a bike..
 Police:- even triple riding is banned aur
 tum to 4 baithey ho.....??
 Boys shocked :-O
.
.
.
 they looked behind
.
.
 and said:- saalo 5wa kaha gir
 gyaa.?? :-O

Husband Wife Jokes

Sir: Which is the most dangerous alphabet?
    Sharma: Ji, ‘W’.

    Becouse all “Worries” start from W.
    Top Examples:
    Who.
    What.
    Why.
    When
    Whom.
    Where.
    War.
    Wine.
    Whisky.
    Woman.

    And finally…
    Wife (Worries Invited For Ever.)

Thursday, 13 February 2014

Awesome Romantic shayari

Wo rishta kya jisko nibhana pade,
Wo pyar kya jisko jata na pade,
Pyar to ek khamosh ehsas hai,
Wo ehsaas kya jisko lafzo main batana pade!

Valentines Day 2014


Valentine’s.
Valentine’s Mean To Spend Time With The

One U Luv
Valentin’s!
Mean That Kisses,Huges,Smiles And Candy
Valentine’s!
Today Is The Day Me And U Will Betogether

With Luv On
Valentine’s!
My Luv Is True Never Blue All About

U.Why.Cause
Valentine’s!
Roses Could Be Red Violet’s Maybe Blue
But My Roses R .True 2 U On
Valentine’s…………

Wednesday, 12 February 2014

Top 3 hindi Shayari

Woh nadiyan nahi aansu they mere,
woh kashti chalate rahe.
Manzil mile unhein yeh chahat thi meri,
isliye hum aansu bahate rahe
=====***========
Hamara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik chand dikha diya aapne.
Hamein zindagi to di kisi aur ne,
par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne. 

=======***============

Aaj aapki yaad ko seene se laga ke roye,
Apne sapno me aapko paas bula ke roye,
Hazaaron baar pukara aapko tanhaiyon me,
Aur har baar aapko paas na paakar roye.


Tuesday, 11 February 2014

Valentine's Day Quotes

Jab tanhai me aapki yaad aati hai !
Hontho pe ek hi fariyad aati hai !
Khuda aapko har khushi de!
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai !

Thursday, 30 January 2014

Sad Shayari in Hindi for Love


Sad Shayari in Hindi for Love 140 Character
Tune chaha hi nahi haalaat badal sakte the,
Mere ansoo tere ankhon se nikal sakte the.
Tum to thare hi rahe jheel ke pani ki taraha,
Sagar bante to bahut dur nikal sakte the.

Wednesday, 29 January 2014

Hindi Sad Shayari SMS with Images

Hindi Sad Shayari SMS with Images
Hindi Sad Shayari SMS with Images
Har ek ke Mann me ek Khwab hota hai,
Sach ho jaane ka intezar hota hai,
Maine to Sache Dil se maanga tha unko,
Magar bhul gaya ki Khwab to Khwab hi hota
hai..

Sad Shayari SMS

Sad Shayari SMS
Chaah kar bhi judaa rah na sakoge…
Ruth kar bhi khafaa reh na sakoge…
Meri aadat ho jaayegi kuch is tarah aapko,
Gum to door… bin mere khushi tak sah na sakoge.

Hindi SMS Sad Love Shayari on Trust

Hindi SMS Sad Love Shayari on Trust
Hindi SMS Sad Love Shayari on Trust
Is kadar hum yaar ko manane nikle
uski chahat ke hum deewane nikle
jab bhi use dil ka haal batana chaha
to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle..

Sunday, 26 January 2014

Latest SMS:: Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum

Fiza Mein Mehakti Saam Ho Tum
Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum
Sine Mein Chupaye Phirte Hain
Hum Yaadein Tumhari
Isliye Meri
.
.
.
.

Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum!

Saturday, 25 January 2014

Happy Republic Day

Kyun marte ho yaro snam ke liye,
Na degi duppta kfan ke liye,
Marna hai to maro VATAN ke liye,
TIRANGA to mile ga kfan ke liye.
Jai Hind
Happy Republic day

Latest Shayari SMS

Latest Shayari SMS in Hindi
Apne Seene Se Lagake Mera
Gam Door Kardo, Tumse Judaa
Na Ho Pau Itna Majboor
Kardo, Meri Nas Nas Me Bas
Jaaye Pyar Tera, Mai Kisi Aur
Ko Na Dekhu Itna Magroor Kardo..!