Showing posts with label Ghalib. Show all posts
Showing posts with label Ghalib. Show all posts

Sunday, 28 December 2014

Best Shayari of mirza ghalib in hindi

❤ Woh mera sab kuch he bus mera mukaddar nahi.....
       Kash woh mera kuch bhi na hota sirf mukaddar hota..
❤ Kuch aise Haadse bhi zindagi me hote he  dost ... 
      Insaan bachh to jata he ,magar Zinda nahi rahta.
❤ Kitni fikra he Kudrat ko meri tanhai ki.....
       Jagte Rahte he Raatbhar sitare mere liye.
❤ Uski jeet se hoti he khushi mujhko ....
       Yahi Zawab mere paas Apni haar kaa tha.
❤ Uske haatho ka khilona hi sahi .....
       Kuch der ke liye hi sahi mujhe chahta to he.
❤ Me fanaa ho gaya afsos woh badla bhi nahi...
       meri chahto se bhi sacchi rahi nafrat uski.
❤ Woh azab shakhs tha ae zindagi jise samajh bhi na samajh saka .
        Mujhe chahta bhi ghazab ka tha mujhe chhodkar bhi chala gaya.

Tuesday, 2 December 2014

Best Four Line Mirza Ghalib Shayari

Best Four Line Mirza Ghalib Shayari

Sarayy raah jo unsaay nazarr mili,
To naksh dil kay ubharr gayay,
Hum nazarr mila kar jhijhag gayay,
Woh nazarr jhukaa kar chalay gayay ....

Sabnay pahnaa tha baday shaukk se kaagaz ka libaas,
Jis kadarr logg thay baarish me nahaanay walay,
Adal ke tum na humay aas dilaaoo,
Katl ho jatay hain, zanzeer hilanay walay …

Nuktaa chi hai gam e dil, key sunayaa na banay,
Kya baat banay wahan, jahan baat banyay na banay,
Ishq par zorr nahi hai yeh woh attissh Ghalib,
Jo lagaye na lagay bhujhaye na banay ...

Har eik baat pay kehtay ho tum key ‘toh kya hai’ ?
Tumhi kaho key ye andaaz-e-guftguu kya hai ?
Ragon may daudtay firnay kay ham nahi qayal,
Jab aankh hi say na tapkaa to firr lahoo kya hai ?

Best And Famous Mirza Ghalib Shayari

Best And Famous Mirza Ghalib Shayari  Some Of The Best 2 Line Shayari's

Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib"
Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...

Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
Poonch un parindoo say jin kay gharr nahi hotay ...

Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ...!

Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaqq,
Woh samajhatey hai ki bimaar ka haal achcha hai ...

Dil say terey nigaah jigarr tak utarr gaye,
Dono ko eik adaa mein razaamand karr gaye ...


Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib,
Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...

Kaiday-hayaat, banday-gham asal may dono eik hain,
Maut say pahlay aadmey gham say nigaat paye kyun ?

Matt poonch key kya haal hai mera tere pechhee,
Tu dekh key kya rangg hai tera meray aagay ...

Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale,
Bahhut nikale meray armaan lekin phirr bhi kam nikale ...

Nazzaare nay bhe kaam kiya waan naqaabb ka,
Mastey say harr nigaah terey Rukhh par bikharr gaye ...

Jala hai jism jahan dil bhey jal gaya hoga,
Kuraydtay ho jo ab raakkh, justjoo kya hai ? -

Tuesday, 25 November 2014

Best Shayaris only for Sad and Tanhai in hindi and urdu

Best Shayaris only for Sad and Tanhai in hindi and urdu

❤Woh mera sab kuch he bus mera mukaddar nahi.....
       Kash woh mera kuch bhi na hota sirf mukaddar hota..
❤Kuch aise Haadse bhi zindagi me hote he  dost ...  
      Insaan bachh to jata he ,magar Zinda nahi rahta.
❤Kitni fikra he Kudrat ko meri tanhai ki.....
       Jagte Rahte he Raatbhar sitare mere liye.
❤Uski jeet se hoti he khushi mujhko ....
       Yahi Zawab mere paas Apni haar kaa tha.
❤Uske haatho ka khilona hi sahi .....
       Kuch der ke liye hi sahi mujhe chahta to he.
❤Me fanaa ho gaya afsos woh badla bhi nahi...
       meri chahto se bhi sacchi rahi nafrat uski.
❤Woh azab shakhs tha ae zindagi jise samajh bhi na samajh saka .
        Mujhe chahta bhi ghazab ka tha mujhe chhodkar bhi chala gaya.