Showing posts with label mirza ghalib. Show all posts
Showing posts with label mirza ghalib. Show all posts

Saturday, 21 November 2015

Shayari in Hindi By Mirza Ghalib

हर एक बात पे कहते हो तुम कि तू क्या है;
तुम्ही कहो कि ये अंदाजे-गुफ्तगू क्या है;

न शोले में ये करिश्मा न बर्क में ये अदा;
कोई बताओ कि वो शोखे-तुंद-ख़ू क्या है;

ये रश्क है कि वो होता है हमसुखन तुमसे;
वरगना खौफे-बद-अमोजिए-अदू क्या है;

चिपक रहा है बदन लहू से पैरहन;
हमारी जेब को अब हाजते-रफू क्या है;

जला है जिस्म जहाँ दिल भी जल गया होगा;
कुरेदते हो जो अब राख, जुस्तजू क्या है;

बना है शह का मुसाहिब, फिरे है इतराता;
वगरना शहर में ग़ालिब कि आबरू क्या है।
~ Mirza Ghalib

Saturday, 10 January 2015

Mirza Ghalib Shayari - Hazaaron Khwaishein Aisi

- मिर्जा गालिब (Mirza Ghalib)
हजारों ख्वाहिशें ऐसी कि हर ख्वाहिश पे दम निकले
बहुत निकले मेरे अरमाँ, लेकिन फिर भी कम निकले

डरे क्यों मेरा कातिल क्या रहेगा उसकी गर्दन पर
वो खून जो चश्म-ऐ-तर से उम्र भर यूं दम-ब-दम निकले

निकलना खुल्द से आदम का सुनते आये हैं लेकिन
बहुत बे-आबरू होकर तेरे कूचे से हम निकले

भ्रम खुल जाये जालीम तेरे कामत कि दराजी का
अगर इस तुर्रा-ए-पुरपेच-ओ-खम का पेच-ओ-खम निकले

मगर लिखवाये कोई उसको खत तो हमसे लिखवाये
हुई सुबह और घर से कान पर रखकर कलम निकले

हुई इस दौर में मनसूब मुझसे बादा-आशामी
फिर आया वो जमाना जो जहाँ से जाम-ए-जम निकले

हुई जिनसे तव्वको खस्तगी की दाद पाने की
वो हमसे भी ज्यादा खस्ता-ए-तेग-ए-सितम निकले

मुहब्बत में नहीं है फ़र्क जीने और मरने का
उसी को देख कर जीते हैं जिस काफिर पे दम निकले

जरा कर जोर सिने पर कि तीर-ऐ-पुरसितम निकले
जो वो निकले तो दिल निकले, जो दिल निकले तो दम निकले

खुदा के बासते पर्दा ना काबे से उठा जालिम
कहीं ऐसा न हो याँ भी वही काफिर सनम निकले

कहाँ मयखाने का दरवाजा 'गालिब' और कहाँ वाइज़
पर इतना जानते हैं, कल वो जाता था के हम निकले
--
चश्म-ऐ-तर - wet eyes
खुल्द - Paradise
कूचे - street
कामत - stature
दराजी - length
तुर्रा - ornamental tassel worn in the turban
पेच-ओ-खम - curls in the hair
मनसूब - association
बादा-आशामी - having to do with drinks
तव्वको - expectation
खस्तगी - injury
खस्ता - broken/sick/injured
तेग - sword
सितम - cruelity
क़ाबे - House Of Allah In Mecca
वाइज़ - preacher

Wednesday, 7 January 2015

Best And Famous Mirza Ghalib Shayaris Collection

Best And Famous #MirzaGhalib #Shayari Collection


Some Of The Best 2 Line Mirza Ghalib Shayari's

Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib"
Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...

Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
Poonch un parindoo say jin kay gharr nahi hotay ...

Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ...!

Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaqq,
Woh samajhatey hai ki bimaar ka haal achcha hai ...

Dil say terey nigaah jigarr tak utarr gaye,
Dono ko eik adaa mein razaamand karr gaye

Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib,
Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...

Kaiday-hayaat, banday-gham asal may dono eik hain,
Maut say pahlay aadmey gham say nigaat paye kyun ?

Matt poonch key kya haal hai mera tere pechhee,
Tu dekh key kya rangg hai tera meray aagay ...

Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale,
Bahhut nikale meray armaan lekin phirr bhi kam nikale ...

Nazzaare nay bhe kaam kiya waan naqaabb ka,
Mastey say harr nigaah terey Rukhh par bikharr gaye ...

Jala hai jism jahan dil bhey jal gaya hoga,
Kuraydtay ho jo ab raakkh, justjoo kya hai ?

Four Line Mirza Ghalib Shayari


Sarayy raah jo unsaay nazarr mili,
To naksh dil kay ubharr gayay,
Hum nazarr mila kar jhijhag gayay,
Woh nazarr jhukaa kar chalay gayay ....

Sabnay pahnaa tha baday shaukk se kaagaz ka libaas,
Jis kadarr logg thay baarish me nahaanay walay,
Adal ke tum na humay aas dilaaoo,
Katl ho jatay hain, zanzeer hilanay walay …

Nuktaa chi hai gam e dil, key sunayaa na banay,
Kya baat banay wahan, jahan baat banyay na banay,
Ishq par zorr nahi hai yeh woh attissh Ghalib,
Jo lagaye na lagay bhujhaye na banay ...

Har eik baat pay kehtay ho tum key ‘toh kya hai’ ?
Tumhi kaho key ye andaaz-e-guftguu kya hai ?
Ragon may daudtay firnay kay ham nahi qayal,
Jab aankh hi say na tapkaa to firr lahoo kya hai ?


Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota,
Dubayaa mujhko honay ne, na hota main toh kya hota ?
Hua jab ghamm say yoon behiss to ghamm kya sarr kay katnay ka,
Na hota gar juda tann say to zanoo par dharaa hota,
Huye muddat key ghalib marr gaya par yaad aata hai,
Har ek baat par kahnaa key yun hota to kya hota ...

If you enjoyed reading these shayari's collection, PLease SHare THis. -

Mirza Ghalib Allama Iqbal Ahmad Faraz –Classical Sher of Urdu Shayari

#MirzaGhalib, #AllamaIqbal, #AhmadFaraz – 3 Classical Sher of #UrduShayari


ZAAHID SHARAAB PEENE DE, MASJID ME BAITH KAR,
YA WOH JAGAH BATA, JAHAAN KHUDA NAHI …
(Mirza Ghalib)

MASJID KHUDA KA GHAR HAI, PEENE KEE JAGAH NAHI,
KAAFIR KE DIL ME JAA, WAHAAN KHUDA NAHI …
(Allama Iqbal)

KAAFIR KE DIL SE AAYA HOON, MAIN YEH DEKH KAR,
KHUDA MAUJOOD HAI WAHAAN, PAR USE PATAA NAHI …
(Ahmad Faraz)

Sunday, 4 January 2015

मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी - Mirza Ghalib Shayari in Urdu

 मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी - Mirza Ghalib Shayari

naqsh fariyaadee hai kiskee shoKHee-e-tehreer ka
kaaGHazee hai pairhan har paikar-e-tasweer ka

kaave-kaave saKHt_jaanee haay tanhaaee na pooch
subah karna shaam ka laana hai joo-e-sheer ka

jazba-e-be_iKHtiyaar-e-shauq dekha chaahiye
seena-e-shamsheer se baahar hai dam shamsheer ka

aagahee daam-e-shuneedan jis qadar chaahe bichaaye
mudda'a 'anqa hai apne aalam-e-taqreer ka

bus ke hooN 'GHalib' aseeree meiN bhee aatish zer-e-pa
moo-e-aatish_deeda hai halqa meree zanjeer ka

Saturday, 3 January 2015

Mirza Ghalib Hindi Shayari in Hindi language

Mirza Ghalib Hindi Shayari in Hindi language
दुःख देकर सवाल...

दुःख देकर सवाल करते हो;
तुम भी जानम! कमाल करते हो;

देख कर पूछ लिया हाल मेरा;
चलो कुछ तो ख्याल करते हो;

शहर-ए दिल में ये उदासियाँ कैसी;
ये भी मुझसे सवाल करते हो;

मरना चाहें तो मर नहीं सकते;
तुम भी जीना मुहाल करते हो;

अब किस-किस की मिसाल दूँ तुम को;
हर सितम बे-मिसाल करते हो।
~ Mirza Ghalib

Monday, 29 December 2014

Two lines Shayari of Mirza Ghalib

 Two lines #Shayari of Mirza Ghalib

1) Buss Khatam Kar Yeh Baazi iSHQ 'GhaLib
   MuQdar Ke Haare Kabhi Jeeta Nahi Karte

2) Berehem, Behaya kise kahe is zamane me,
   Milte hai bohot kam ‘Ghalib’ is Zamane me…

Mirza Ghalib Two line Shayari poetry in Hindi

#MirzaGhalib ki Two line #Shayari  #poetry in Hindi

Ha "Asar" sach h ki sab wade h uske jhuthe,
Kuch ajab lutf h ruk ruk ke kasme khane mein.

Nikalna khuld se aadam ko sunte aaye the lekin,
bahut beaabru hokar tere kuche se ham nikle.

Mein bulata to hu unko magar aye jajb-e-dil,
unn pe ban jaye kuch aisi ki ban aaye n bane.


Sunday, 28 December 2014

Mirza Ghalib Shayari in Hindi Fonts | Mirza Ghalib ki Shayari

दो मशहूर शायरों के अपने-अपने अंदाज…
पहले मिर्ज़ा गालिब :-
– “उड़ने दे इन परिंदों को आज़ाद फिजां में ‘गालिब’
जो तेरे अपने होंगे वो लौट आएँगे…”

शायर इकबाल का उत्तर :-
– “ना रख उम्मीद-ए-वफ़ा किसी परिंदे से …
जब पर निकल आते हैं …
तो अपने भी आशियाना भूल जाते हैं…”

Best Shayari of mirza ghalib in hindi

Woh mera sab kuch he bus mera mukaddar nahi.....
       Kash woh mera kuch bhi na hota sirf mukaddar hota..
Kuch aise Haadse bhi zindagi me hote he  dost ... 
      Insaan bachh to jata he ,magar Zinda nahi rahta.
Kitni fikra he Kudrat ko meri tanhai ki.....
       Jagte Rahte he Raatbhar sitare mere liye.
Uski jeet se hoti he khushi mujhko ....
       Yahi Zawab mere paas Apni haar kaa tha.
Uske haatho ka khilona hi sahi .....
       Kuch der ke liye hi sahi mujhe chahta to he.
Me fanaa ho gaya afsos woh badla bhi nahi...
       meri chahto se bhi sacchi rahi nafrat uski.
Woh azab shakhs tha ae zindagi jise samajh bhi na samajh saka .
        Mujhe chahta bhi ghazab ka tha mujhe chhodkar bhi chala gaya.