Showing posts with label Bakwas Shayari. Show all posts
Showing posts with label Bakwas Shayari. Show all posts

Thursday, 22 January 2015

Funny Shayari (New & Latest SMS)

#Funny Shayari (New! & Latest SMS)


Funny Shayari, Very Funny Shayari, New Funny Shayari, Best Funny Shayari, Latest Funny Shayari, Funny Shayari 2015, Best Funny Shayari, Hindi Funny Shayari.

Tumhe kya pata ke gum kya hai,
Tumhe kya pata gum kise kehte hain,
Tum kya jaano gum kya cheez hain,
Kyonki…
Tumne to hamesha THOOK se hi envelop chipkaya hai.

Search Shayari Terms:

  • hindin very sad pic ek our jaam babfeea k nanm
  • arz kya hai funny
  • bhala tum kia jaano gum kia hota hai
  • funny shayri in hindi arz kiya hai
  • Jalana Attitude sms in hindi

Maha Bakwaas Ghatiya Poetry Shayari

Maha Bakwaas Ghatiya Poetry Shayari


Baithe Baithe Kamre Main Kar Rahi Thi Press
Teri Yaad Aayi To Jal Gayi Dress…………..!

 Bakwaas Shayari ka Saudagar

Mari Janeman Kya Bataoon,
Kaise Sitam Dhaati Hai
Sapney Mein Bhi Kambakht,
Apney Baap Ko Leke Aati Hai


Funny Stupid Shayari in Hindi | Bakwas Shayari

Funny Stupid SShayari in Hindi

Funny Stupid Shayari in Hindi, Funny Bakwas Shayari, Time Pass Shayari For Friends, Funny Shayari Status For Facebook, Funny Desi Shayari SMS, 


Ja Rahe hum marne aj man udas hai

Yaad nai kiya usne jiski muje aas hai Muje

Bhul Gye wo jo sabse khas hai . . . . .
.
.
.
.
.
.
Chalo ab msg kro upar likha sab bakwaas hai!

Bakwas Shayari | Arz Kiya Hai kuch nayi kuch purani

arz kiya hai

(1) mein yanha tum kanha .....mein yanha tum kanha..
life boy hai janha tandurusti hai wanha........life boy.....

(2) bana ke tajmahal shanjanha ne kuch u soca hoga ????
pucho to sahin kya soca hoga.............
or kya ....yaar kharca bahut ho gaya.

(3) janaja jab niklega tera e dost meri gali se hokar.......
khidki mein se jakh kar kahunga..............mar gaya saleinnnnnnnnnnnnn

(4) dur se dekha to ek admi danda pakad kar khada tha
pass gaya to muzhe maar diya

(5) dur se dekha to barish ho ranhi thi...........
pass gaya to bhig gaya

(6) dur se dekha to sher khada tha .......
pass tera baap jayega kya...........

meine nahin likhi hai sab agar pasand aaye to congrates muzhe kahiye ga aur agar gussa aaye to likhne wale writer ko pakar kar meri taraf se bhi do tin ....................

Shayari Pe Shayari Bakwas Shayri | Faltu Shayari

Bakwas Shayari

Bakwas Shayari in Urdu for your friends. Bakwas Shayari poetry , ghazal , poem and sher o shayari in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Bakwas Shayari shayari Collection Online. All latest Bakwas Shayari & Urdu Shayari, Hindi Shayari 2014, Urdu Poetry, SMS, Sad Shayari, Romantic Poetry sms, Ghazals & Shair o Shayari SMS


 Koi Gham Nahi Magar Dil Udas Hai
Tujh Se Koi Rishta Nahi Phir Bhi Ek Aas Hai
Kehne Ko Bohut Apnay Magar Tu Ek Khas Hai
Zyada Emotional Na Hona Uper Sub Bakwa Hai:D

Nonsense Shayari, Absurd faltoo Bakwas Sher Sayari

Mehfil-e-Timepass
Teer se na maaro,
patthar se maar do
Bas ek tamanna hai
muskuraakar aankh maar do!

Zamaaney se chupakar,
teri tasveer bathroom mein laga rakhi hai,
Har ghadi deedar ho tera
isliye julab ki goli kha rakhi hai

Mari Janeman kya bataoon,
kaise sitam dhaati hai
Sapney mein bhi kambakht,
apney baap ko leke aati hai

Some Funny Bakwas Faltu Shayari SMS Collections

Arz Kiya Hai:
Bakre Ne Maara Jo Bakri Ko Sing,
To Bakra Bhi Marega Bakri Ko Sing,
Wah Wah…


Faaltu Shayari-Faltu Sher

Day or Night!
Din ho ya raat ho
Bass tumhara saath ho
Khushi main, gham main
Jannat main ya Dozahk main
Din ho ya raat ho
Bass tumara saath ho






Dil ke Chahat (Heart's Desire)
dil ko ek dil se chah thi,
dil ko ek dil se chah thi,
jiss dil se iss dil ko chah thi,
uss dil ki chaha hee kuch aur thi.....!!


Faaltu Shayari-Faltu Sher-Bakwas


arz keya hai..
baaris howi uar bhigye hum
wa wa
baaris howi bhigye hum
wa wa
baaris howi bhigye hum
a ghe keya howa
hona keya tha dhoph nikla sukh giyeh hum