Showing posts with label Heart Touching Status. Show all posts
Showing posts with label Heart Touching Status. Show all posts

Thursday, 22 January 2015

Heart Touching Whatsapp Status in Hindi | Whatsapps Status

Heart Touching #Whatsapp Status in Hindi

Heart Touching Whatsapp Status in Hindi
Status#1
Kash Takdeer Bhi Hoti julfo Ki Tarah,
Jab Jab Bikharti, tab tab Sawaar Lete


Status#2
Such bolta hu toh rishte toot jate hain
Aur Jhut kahta hu to khud toot jata hu


Status#3
भूखा पेट, खाली जेब, और झूठा प्रेम -
इंसान को जीवन में बहुत कुछ सिखा जाता है।


Status#4
Zindagi ke safar ki manzil hai maut,
Milti hai zindagi toh aati hain maut,
Hasna hai zindagi toh rona h maut
Chalna h zindagi to rukna hai maut
Har aashiq ki zindagi ki manzil h maut


Status#5
Yaaro Ki Mehfil Aise Jamayi Jati Hai, Kholne Se Pehle Botal Hilayi Jati Hai, Phir Awaaz Lagayi Jati Hai Aa Jao Toote Dil Walo, Yahan Dard-E-Dil Ki Dawa Pilayi Jati Hai.


Status#6
Dushmano se mohabbat hone lagi mujko
Jaise jaise apno ko aajmate chale gaye


Status#7
Parwah kar uski jo teri parwah kare
Zindagi mein jo kabi na tanha kare
Jaan ban ke utar jaa uski ruh mein
Jo jaan se b jyada tujhse wafa kare


Status#8
MERA IKRAAR BHI TERE INKAAR SE BEHTAR HOGA,
MERA DIN BHI TERI RAAT SE BEHTAR HOGA,,
AUR YAKEEN NA AAYE TOH JHAANK KE DEKHNA APNI DOLI SE,
MERA JANAAZA BHI TERI BARAAT SE BEHTAR HOGA.....


Status#9
Takleef to zindagi hi deti h maut ko to log yuhi badnaam karte h

Wednesday, 24 September 2014

Whatsapp Status on Zindagi | Happy Life Status in Hindi




Here we have a best collection of the life whatsapp status life status zindagi status in hindi zindagi status in punjabi zindagi status for whatsapp sad life status in hindi life status in hindi font one line status in hindi romantic status in hindi senti status in hindi attitude status in hindi
 
 
दिल्लगी कर जिंदगी से, दिल लगा के चल
जिंदगी है थोड़ी, थोडा मुस्कुरा के चल …..