Tuesday, 25 November 2014

Birthday Wishes / Shayari In Hindi Font – जन्मदिन मुबारक !

Birthday Wishes Shayari In Hindi Font 

जरूर तुमको किसी ने दिल से पुकारा होगा,
एक बार तो चाँद ने भी तुमको निहारा होगा.
मायूस हुवे होंगे सितारे भी उस दिन,
खुदा ने जब ज़मीन पर तुम्हे उतारा होगा.
जन्मदिन मुबारक !

Read More:-

Very Sad poetry Shayari in Urdu

Aaj Bhi In Aankhoan Ko Tera Intezar Sa
Rehta Hai
Na Jane Kyon Yeh Dil Bekrar Sa Rehta Hai
Tu Aaye Ya Na Aaye Phir Bhi
Mere Gahr Ka Darwaza Hamesha Khula Sa
Rehta Hai
Zaqm Diye Hue To Barso Beet Gaye
Magar Aaj Bhi Un Se Lahooo Behta Sa
Rehta Hai
Tum To Le Gaye Saath Mohbaat Ki Har
Nishani Ko
Magar Aaj Bhi Tere Khat Mein Ek Dil
Dhadkta Sa Rehta Hai

Family Shayari | Shayari on Family in hindi

Naa Koi Raah Asaan Chaahiye
Naa Hi Hame Koi Pehchaan Chaahiye
Ek Hi Cheej Maangte Hain Roj Bhagwaan Se
Apnon Ke Chehre Par Har Pal Pyaari Si Muskaan Chaahiye.

Shayari Collection Best Ever

Teri Chahat Ab Meri Aankhon Me Hai?..
Teri Khushbu Meri Sanson Me Hai?.
Mere Dil Ko Jo Ghayal Kar Jaye??
Aisi Ada Sirf Teri Baaton Me Hi Hai?..

Best Hindi Shayari SMS Collection

Best Shayaris and sms only for those who
lost their love and still loves them . I still
love her .

Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai,
Sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai,
Pyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafar,
To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai?

Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain,
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain,
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain,
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain

Shayari about betiyan | beti par kavita

Aansu Ki Ek Boond Si Hoti Hain Betiyan
Spars Khurdara Ho To Roti Hain Betiyan
Roshan Karega Beta Ek Kul Ko
Do-Do Kulo Ki Laaj Hoti Hain Betiyan
Koi Nahi He Dosto, Ek Dusare Se Kam
Hira Agar He Beta, To Moti Hain Betiyan
Kanto Ki Raah Pe Khud Hi Chalti Rahegi
Auro Ke Liye Pool Boti Hain Betiyan
Vidhi Ka Vidhan He Yahi Samaaj Ki Hai Parampara
Apne Priyo Ko Chhod Kar, Piya K Gar Jati Hain Betiyan…
– Monika

Shayari - sad shayari on love

#Shayari
Har Bar Kyun Ek Hi Baat Yaad Aati Hai…
Behate Hai Ashk Dil Se Jab Vahi Bat Hame Satati Hain...

Chah Kar Bhi Yado Ko Bhula Nahi Sakte…
Vo Yaden Kyun Dard Bankar Dil Ke Kisi Kone Me Reh Jati Hain..