Wednesday, 24 December 2014

Top Best 51 Whatsapp / Facebook Status in Hindi one line

Collection of Whatsapp / Facebook statuses &quotes in Hindi one line. You can fine here all type of cool Whatsapp Hindi status, Funny Whatsapp status in Hindi and Whatsapp in Hindi 1 line. Whatsapp is the great social plot to share your feelings and status quotes.


Funny 1 line Whatsapp / Facebook status quotes in Hindi:

          Takleef to zindagi deti hai maut ko to log yuhi badnaam karte hai!!
  • tum kisi or se LOVE kar lo hame sudharne mai Time lagega... :-P
  • Hamne chor diya shoq-a-mohabat ka...varna tere shar ki khidkiyan to aaj bhi isare karti hai.
  • Sher mai hu mai tere..aake mujhe dhek to le.
  • ye sala pyar ho gya ki UPSC ka exam ho gya pass hi ho rha.
  • Babuji Exam se dar nahi lagta..slow internet se lagta hai.
  • per mai moch and slow internet connection aadmi ko kbhi aage badne nahi dete.
  • aql badam khane se nahi thokar khane se aati hai.
  • Yaaro Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai, Kholne Se Pehle Botal Hilai Jati Hai.
  • 4 Botal vodak, kam mera roj ka.
  • Fiqr kar uski jo teri fiqr kre, u to zindgi mai bhut hai hamdard.
Cool Whatsapp status in Hindi for Whatsapp / Facebook in one line:

  • Kehte Hein Waqt Se Pehle
  • Or Kismat Ke Bina
  • Kisi Ko Kuch Nahi Milta...Kam krke dheko.
  • Ham tere bina ab rhe nahi skte tere bina kya vjood mera.
  • Pyar or war mai sab jayaz hai bidu.
  • Why beautiful girls don't have brains.
  • Dil ko zubaan, aankhon ko sapne mil gaye
  • Meri zindagi chal toh rahi thi ... par tere aane se maine jeena shuru kar diya
  • Main marne ke liye nahi peeta ... peene ke liye marta hun.
  • mai apna chehra bhul skta hu but tumhara nahi.

Sad status for whatsapp / Facebook in Hindi:

  • roti ussi ko milni chahiye jise uski bhook ho.
  • Aksar chirag wohi bhujate hai ... jo pehle usse rosan karte hai
  • Bimaar ke saath koi bimaar nahi ho jaata hai
  • Salo lag jate pyar wale jkham bharne mai.
  • Sun rha hai na tu ro rha hu main.
  • Teri yad satati hai…mujko rulati hai.

No comments:

Post a Comment