Thursday, 4 December 2014

Kanya Bhrun Hatya Poem(kavita) in hindi | कन्या भ्रूण हत्या

Kanya Bhrun Hatya Poem In Hindi | Quotes
And Slogans On Kanya Bhrun Hatya In Hindi
Kavita, Kanya Bhrun Hatya Essay For School
Students.

कन्या भ्रूण हत्या 
Kaliyon Ko Kheel Jaane Do
Mithi Khushbo Phelaney Do
Band Kro Unki Hatya Ab
Jeevan Jyot Jalaney D
Kaliyan Jo Todi Tumney Toh
Phool Kahan Sey Laaogey
Beti Ki Hatya Karke Tum
Bahu Kahan Sey Laaogey
Maa Dharti Par Aaney Di
Unko Bhi Lehraney Do
Band Kro Unki Hatya Ab
Jeevan Jyot Jalaney Do
Maa Durga Ki Puja Karkey
Bhakt Badey Kehlaten Ho
Kahan Gyi Veh Bhakti Jo
Beti Ko Maar Giratey Ho
Lakshmi Ko Jeevan Paaney Do
Ghar Kro Unki Hatya Ab
Jeevan Jyot Jalaney Do.

No comments:

Post a Comment